Mohan Ki Bansuriya (Version 1) Lyrics | Tikdam Baaz | Suman Kalyanpur | B N Bali

Mohan Ki Bansuriya (Version 1) Lyrics | Tikdam Baaz | Suman Kalyanpur | B N Bali

Mohan ki basuriya haye
Mohan ki basuriya haye
Wo to kar gayi mohe deewani
Mohan ki basuriya
Naina milake man ko chhina
Kar gaya mushkil mera jina
Kar gaya mushkil mera jina

Nirmohi se nain laga ke
Nirmohi se nain laga ke
Kar baithi nadani haye
Mohan ki basuriya haye
Mohan ki basuriya haye

Man par tha nahi jor sakhi ri
Man par tha nahi jor sakhi ri
Lipat gayi main sudh budh kho kar
Lipat gayi main sudh budh kho kar
Lok laaj naa aayi haye
Mohan ki basuriya haye
Mohan ki basuriya haye
Wo to kar gayi mohe deewani
Wo to kar gayi mohe deewani
Mohan ki basuriya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *