Mohammad Shah Rangeeley Re Song Lyrics from the movie/album Nadir Shah released in the year 2015 starring Feroz Khan, Kumari Naaz. The song Mohammad Shah Rangeeley Re was sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by S.N. Tripathi. The music was given by S. N. Tripathi. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mohammad Shah Rangeeley Re Lyrics

Mohammad Shah Rangeele Re
Mohammad Shah Rangeele Re
Sajna Tum Bin Main Ka
Ab Din Ratiyaan
Kachhu Na Suhaawe
Mohammad Shah Rangeele Re
Mohammad Shah Rangeele Re
Sajna Tum Bin Main Ka
Ab Din Ratiyaan
Kachhu Na Suhaawe
Mohammad Shah Rangeele

Agar Nikal Ke Teri
Bazm Se Kahin Chaliye
Agar Nikal Ke Teri
Bazm Se Kahin Chaliye
To Baar Baar Ye Kehta Hai Dil
Wahin Chaliye, Ho O O O O
Isi Liye To Ye Mehfil
Sajaaye Baithhe Hain
Isi Liye To Ye Mehfil
Sajaaye Baithhe Hain
Ke Ham Charaag Nahin
Dil Jalaaye Baithhe Hain

Aaa Aaa Aaa Aaa
Mohammad Shah Rangeele Re
Sajna Tum Bin Main Ka
Ab Din Ratiyaan
Kachhu Na Suhaawe
Mohammad Shah Rangeele

Ye Baat Kyaa Hai Ki Dil
Jab Se Teri Chaah Mein Hai
Ye Baat Kyaa Hai Ki Dil
Jab Se Teri Chaah Mein Hai
Kahin Wo Rang Nahin
Jo Teri Niagaah Mein Hai
Meri Nazar Mein Nahin
Qatl O Khoon Ke Afsaane
Meri Nazar Mein Nahin
Qatl O Khoon Ke Afsaane
Chhalak Rate Hain Yahaan
Rang O Boo Ke Paimaane

Aaa Aaa Aaa
Mohammad Shah
Rangeele Re Sajna
Tum Bin Main Ka
Ab Din Ratiyaan
Kachhu Na Suhaawe
Mohammad Shah Rangeele

Idhar Na Dekhoge Kab Tak
Sajan Kaho To Sahee
Idhar Na Dekhoge Kab Tak
Sajan Kaho To Sahee
Lagi Huyi Hai Ye Kiski
Lagan Kaho To Sahee
Main Dhoondhta Hoon
Wo Ek Geet Zindagi Ke Liye
Main Dhoondhta Hoon
Wo Ek Geet Zindagi Ke Liye
Ke Zindagi Bane Sangeet
Aadmi Ke Liye

Aaa Aaa Aaa
Mohammad Shah Rangeele Re
Sajna Tum Bin Main Ka
Ab Din Ratiyaan Kachhu Na Suhaawe
Mohammad Shah Rangeele.

Share your thoughts

Mohammad rafi nadir shah (1968) s n tripathi, Mohammad shah rangeele suman kalyanpur, Meena kumari, O jag ke basane wale mohammad rafi music sn tripathi, Badhe chalo mohammad rafi mansarovar (1946) sn tripathi, Mohammad irfan, Dilip kumar, Mangeshkar, Lata mangeshkar, Mohammad rafi nadir, Muhammad shah rangeeley re, Mohammad shah rangile, Mohd.rafi nadir shah mohammedshah rangile sajna, Shyama hemmadi mahasati ansuya (1965) s n tripathi, Khayal - mohammadsha rangeele