Mohabbat Mein Saara Jahan Lyrics  | Shahenshah Babar | Sheikh Mukhtar, Khursheed | Khursheed Bano | Khemchand Prakash

Mohabbat Mein Saara Jahan Lyrics | Shahenshah Babar | Sheikh Mukhtar, Khursheed | Khursheed Bano | Khemchand Prakash

Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai

Waha roshni dekhne ko hai duniya
Waha roshni dekhne ko hai duniya
Hamara yaha ashiya jal raha hai
Hamara yaha ashiya jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai

Jigar fuk raha hai nikalte hai aansoo
Jigar fuk raha hai nikalte hai aansoo
Barasta hai pani makan jal raha hai
Barasta hai pani makan jal raha hai
Mohabbat mein saara jahan jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai
Zamee to zamee aasma jal raha hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *