Mohabbat Lyrics  | Aditya Narayan | Aditya Narayan

Mohabbat Lyrics | Aditya Narayan | Aditya Narayan

Mohabat badi ajib si cheez hai
Mohabat zindagi ke kareeb hai
Mohabat mein dooba hai sara jahan
Mohabat na hotti toh hota kya yahan

Aakir kya hotha hai pyaar
Koi toh samjaao yaar
Unsulja sa ye sawal
Kya hai aur kyon hai yeh pyar

Mohabat ek ajnabi sa kwab hai
Mohabbat jawaab tha jawab hai
Kehte hain mohabat hi kuda
Mohabbat hi jahan
Mohabbat na hothi
Toh hotha kya yahan

Aakir kya hota hai pyaar
Koi toh samjaao yaar
Unsulja sa ye sawal
Kya hai aur kyon hai yeh pyaar

Kehte hain har kissi ke liye
Kisi na kisi ko banaya hai
Agar mil jaye woh koyi toh
Zindagi ne samjo gale lagaya hai

Kab milegi meri woh
Samjayegi mujhe jo kyu
Mohabat mein dooba hai sara jahan
Mohabat na hoti toh hota kya yahan

Aakir kya hotha hai pyaar
Koi toh samjao yaar
Unsulja se ye sawaal
Kya hai aur kyon hai ye pyar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *