Mohabbat Kee Nahee Hai Mohabbat Ho Gai Hai Song Lyrics from the movie/album Baadshah released in the year 2017 starring Shahrukh Khan, Twinkle Khanna. The song Mohabbat Kee Nahee Hai Mohabbat Ho Gai Hai was sung by Abhijeet, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Abbas Burmawalla, Mustan Burmawalla. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Sameer

Mohabbat Kee Nahee Hai Mohabbat Ho Gai Hai Lyrics

Kehna Hai Jo Dilse Kaho Dilbar Mere Dil Me Raho
Mohabbat Ki Nahi Hai Mohabbat Ho Gai Hai
Ab Darrna Bhi Kya Ho Ho Oh O
Sharaarat Ki Nahi Hai Sharaarat Ho Gai Hai
Sharaarat Ki Nahi Hai Sharaarat Ho Gai Hai
Ab Karna Bhi Kya Ho Ho Oh O
Kehna Hai Jo Dil Se Kaho Dilbar Mere Dil Me Raho
Mohabbat Ki Nahi Hai Mohabbat Ho Gai Hai
Ab Darrna Bhi Kya Ho Ho Oh O
Sharaarat Ki Nahi Hai Sharaarat Ho Gai Hai
Ab Karna Bhi Kya Ho Ho Oh O

Duniya Ki Baaton Ko Ye Pagla Nahi Maanta
Ye Pyaar Ho Jaaye Kab Koi Nahi Jaanta
Barfile Mausam Me Bhi Shola Bhadakne Lage
Na Jaane Kaise Kahan Ye Dil Dhadakne Lage
Mohabbat Ki Nahi Hai Mohabbat Ho Gai Hai
Ab Darrna Bhi Kya Ho Ho Oh O
Sharaarat Ki Nahi Hai Sharaarat Ho Gai Hai
Ab Karna Bhi Kya Ho Ho Oh O

Diwangi Ne Teri Majboor Itna Kiya
Socha Na Samjha Sanam Sab Kuchh Tujhe De Diya
Saanson Me Garmi Teri Dhadkan Me Tera Nasha
Teri Bhi Chaahat Me Hai Jaadu Koi Dilruba
Sharaarat Ki Nahi Hai Sharaarat Ho Gai Hai
Ab Karna Bhi Kya Ho Ho Oh O
Mohabbat Ki Nahi Hai Mohabbat Ho Gai Hai
Ab Darrna Bhi Kya Ho Ho Oh O
Kehna Hai Jo Dil Se Kaho Dilbar Mere Dil Me Raho
Mohabbat Ki Nahi Hai Mohabbat Ho Gai Hai
Ab Darrna Bhi Kya Ho Ho Oh O
Sharaarat Ki Nahi Hai Sharaarat Ho Gai Hai
Ab Karna Bhi Kya Ho Ho Oh O

Share your thoughts

Alka yagnik, Mohabbat ho gayee, Mohabbat ho gayee full song, Mohabbat ho gayee video song, Mohabbat ho gayee hai, Mohabbat ki nahi hai mohabbat ho gayi hai, Mohabbat ho gayee hai baadshah, Abhijeet, Mohabbat ki nahi hai, Alka yagnik songs, Mohabbat ho gayi hai badshah, Anu malik, Mohabbat ho gayi hai, Abhijeet bhattacharya and alka yagnik songs, Baadshah full song, Mohabbat ne mohabbat ko mohabbat se pukara hai, Alka yagnik and abhijeet songs