Abb toh bina tumhare mohabbat ke vatan mein

Ya ashq barsate hain ya phir aag savan mein

Tum se bichhad ke dard ke ghero me aa gaye

Ham roshani se dur andhero me aa gaye
Ham roshani se dur andhero me aa gaye
Abb ja ke farq jana judayi me milan mein
Abb toh bina tumhare mohabbat ke vatan mein
Dushman bane aap hi apni khushi ke ham
Dushman bane aap hi apni khushi ke ham
Ai dost bin tumhare bhi dekhenge ji ke ham

Khud aag laga baithe hain ham apne chaman me
Abb toh bina tumhare mohabbat ke vatan mein
Ya ashq barsate hain ya phir aag savan mein
Abb toh bina tumhare mohabbat ke vatan mein
Ya ashq barsate hain ya phir aag savan mein
Abb toh bina tumhare mohabbat ke vatan mein
Abb toh bina tumhare mohabbat ke vatan mein.