Mohabbat Ke Janaaze Par Song Lyrics from the movie/album Daku Ki Ladki released in the year 2015 starring Arjun, Geeta Bali. The song Mohabbat Ke Janaaze Par was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Hemanta Kumar Mukhopadhyay. The lyrics were Penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari). The music rights for song purely belongs to Saregama

Mohabbat Ke Janaaze Par Lyrics

Mita Denge Jahaan Tera
Kisi Majboor Ke Naale
Meri Barbaad Duniya Ka
Tamaasha Dekhne Waale

Mohabbat Ke Janaaze Par
Diya Dil Ka Jalaane De
Mujhe Apne Muqaddar Par
Zara Aansoo Bahaane De
Mohabbat Ke Janaaze Par

Hua Hai Zulm To
Maalik Se Kuchh
Fariyaad Kar Ae Dil
Asar Kitna Hai Aahon Mein
Ise Bhi Aazmane De
Mohabbat Ke Janaaze Par
Diya Dil Ka Jalaane De
Mohabbat Ke Janaaze Par

Bhula De Jisko Maara Hai
Ki Teri Laaj Reh Jaaye
Kahin In Aansuon Mein Hi
Teri Duniya Na Beh Jaaye
Meri Aanhon Se Darr
Kyun Bekhabar
Hai Aasman Waale
Arre O Aasman Waale
Arre O Aasman Waale
Arre O Aasman Waale
Basaane De Nayi Duniya
To Wo Duniya Basaane De
Mohabbat Ke Janaaze Pe.

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Hemant, Sangeeta, Dil na lagana, Gaya, Asha, Hai, Najron, Se, Chup, Md