Mohabbat Karega To Rota Rahega Lyrics | Mehboob Mere | Anwar | Anwar

Mohabbat Karega To Rota Rahega Lyrics | Mehboob Mere | Anwar | Anwar

Mohabbat karega to rota rahega
Mohabbat karega to rota rahega
Ye hota raha hain
Ye hota rahega
Mohabbat karega to rota rahega

Tu hairaan hoga
Tu hairaan hoga
Pareshan hoga
Na jeene ki hasrat
Na armaan hoga
Tu hairaan hoga
Pareshan hoga
Na jeene ki hasrat
Na armaan hoga
Tu ashqo se daaman bhigota rahega
Mohabbat karega to rota rahega
Ye hota raha hain
Ye hota rahega
Mohabbat karega to rota rahega

Sambhal jaa thahar jaa
Sambhal jaa thahar jaa
Badal de ye rasta
Hasino ne ab tak
Diya saath kiska
Sambhal jaa thahar jaa
Badal de ye rasta
Hasino ne ab tak
Diya saath kiska
Tu palko pe aansu pirota rahega
Mohabbat karega to rota rahega
Mohabbat karega to rota rahega
Ye hota raha hain
Ye hota rahega
Mohabbat karega to rota rahega
Mohabbat karega to rota rahega

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *