Mohabbat Kar Mohabbat Kar Song Lyrics from the movie/album Tohfa released in the year 2016 starring Nawab, Veera. The song Mohabbat Kar Mohabbat Kar was sung by Hamida Banu, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). This movie/album was directed by Kashmiri. The music was given by M.A. Rauf Osmania. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mohabbat Kar Mohabbat Kar Lyrics

Mohabbat Kar Mohabbat Kar
Jawaani Hai Jawaani Hai
Mohabbat Kar Mohabbat Kar
Jawaani Hai Jawaani Hai
Arrey O Chhupne Waale Sun
Mere Dil Ki Kahani Hai
Mere Dil Ki Kahani Hai
Aur Aankho Ki Zubaani Hai
Mohabbat Kar Mohabbat Kar
Jawaani Hai Jawaani Hai

Arrey O Gaane Waale Sun
Ajab Teri Kahani Hai
Ke Dil Ki Baat Hai Aur Phir
Bhi Aankho Ki Zubaani Hai
Mohabbat Kar Mohabbat Kar
Jawaani Hai Jawaani Hai

Yehi Gaavo
Yehi Gaa Gaa Kar Khud
Tum Geet Ban Jaavo
Mere Sapno Ki Devi Ho
Meri Aasha Na Thukraao
Mohabbat Kar Mohabbat Kar
Jawaani Hai Jawaani Hai

Nazar Behki Kadam Behke
Ye Kaun Aaya Ye Kaun Aaya
Pavan Lehke Chaman Mehke
Ye Kaun Aaya Ye Kaun Aaya
Nahin Asaan Tufaanon Mein
Dariyaa Paar Kar Lenaa
Jo Tinkaa Dub Jaata Hai
Wohi Saahil Se Milta Hai
Meri Jaan Chaahne Waala
Badi Mushkil Se Milta Hai
Meri Jaan Chaahne Waala
Badi Mushkil Se Milta Hai.

Share your thoughts

Mukesh, Rauf, Ma, Beete, Din..