Mohabbat Chikni Song Lyrics from the movie/album Phoolon Ke Haar released in the year 2015 starring Nasir Khan, Geeta Bali. The song Mohabbat Chikni was sung by Shamshad Begum. This movie/album was directed by G.P. Pawar. The music was given by Hansraj Behl. The lyrics were Penned by Bharat Vyas. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mohabbat Chikni Lyrics

Mohabbat Chikni Chikni Hai
Ke Babu Fisal Na Jana
Mohabbat Chikni Chikni Hai
Ke Babu Fisal Na Jana
Zamana Re Zamana Haye
Zamana Hoy
Zamana Nazuk Nazuk Hai
Kisi Se Dil Na Lagana
Mohabbat Chikni Chikni Hai
Ke Babu Fisal Na Jana

Kabu Mein Rakhna Babu
Yeh Dil Hai Bada Mawali
Kabu Mein Rakhna Babu
Yeh Dil Hai Bada Mawali
Bich Bajariya Bik Jayenge
Lota Bartan Thali
Bich Bajariya Bik Jayenge
Lota Bartan Thali
Yeh Danda Re Yeh Dadna Haye
Yeh Danda Hoy
Yeh Dadna Ulta Pulta Hai
Ke Ulte Latak Na Jana
Mohabbat Chikni Chikni Hai
Ke Babu Fisal Na Jana

Yeh Powder Aur Surkhi Wale
Gore Gore Mukhde
Yeh Powder Aur Surkhi Wale
Gore Gore Mukhde
Le Jate Hai Nakad Narayan
De Jate Hai Dukhde
Le Jate Hai Nakad Narayan
De Jate Hai Dukhde
Ho Yeh Galiya Re Yeh Galiya
Haye Yeh Galiya Hoy
Yeh Galiya Uljhil Uljhi Hai
Aage Kadam Na Badhana
Mohabbat Chikni Chikni Hai
Ke Babu Fisal Na Jana

Raato Ko Jagoge Bhaiya
Din Mein So Jaoge
Raato Ko Jagoge Bhaiya
Din Mein So Jaoge
Kise Dhundhne Nikle Ho Tum
Khud Hi Kho Jayoge
Aji Kise Dhundhne Nikle Ho Tum
Khud Hi Kho Jayoge
Ho Dagariya Re Dagariya Haye
Dagariya Hoy
Dagariya Unchi Nichi Hai
Musafir Bhatak Na Jana
Mohabbat Chikni Chikni Hai
Ke Babu Fisal Na Jana
Zamana Nazuk Nazuk Hai
Kisi Se Dil Na Lagana.

Share your thoughts

Shamshad begum, Geeta bali, Hansraj behl, Phoolon ke haar, Mohabbat chikni chikni hai, Music director: hansraj behl, Shamshad, Nasir khan, Film cast: nasir khan, Varma malik, Hansraj, Mohabbat, Mubarak begum, Madhubala jhaveri rajput (1951) hansraj behl / bharat vyas, Chikni chameli (composition), Geeta dutt, Mohabbat hote hote ho gayi, Meena kumari, Geeta bali (film actor), Best of habsraj behl, Mohabbat (film), Begum, Geeta, Qamar jalalabadi, Phoolon, Bashir