Janiye hiriye janiye hiriye
Mere man ye bata de tu kis or chala hai tu
Kya paya nahi tune kya dhund raha hai tu
Jo hai ankahi
Jo hai ansuni woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkane tujhase kya
Mitwa ye khudse to naa tu chhupa
Mere man ye bata de tu kis or chala hai tu
Kya paya nahi tune kya dhundh raha hai tu
Jo hai ankahi jo hai ansuni wo baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkane tujhase kya
Mitwa ye khudse to naa tu chhupa
Jivan dagar me
Prem nagar me jivan dagar me
Prem nagar me
Aaya najar me jab se koi hai tu sochta hai tu puchhata hai
Jisaki kami thi kya ye wohi hai ha ye wohi hai
Ha ye wohi hai
Tu ek pyasa aur ye nadi hai kaahe nahi isko tu khulke bataye
Jo hai ankahi jo hai ansuni woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkane tujhase kya
Mitwa ye khudse to naa tu chhupa
Teri nigahe
Pagayi raahe par tu ye soche jau naa jau
Ye jindagi jo hai naachati to kyu bediyo me hai tere panv
Prit ki dhun par naach le pagal udata agar hai udane de aanchal
Kahe koi apne ko aise tarsaye
Jo hai ankahi jo hai ansuni woh baat kya hai bata
Mitwa kahe dhadkane tujhase kya
Mitwa ye khudse to naa tu chhupa
Mere man ye bata de tu kis or chala hai tu
Kya paya nahi tune kya dhund raha hai tu

