Milta Hain Saccha Sukh Song Lyrics from the movie/album Shiv Mahima released in the year 2016 starring Arun Govil, Kiran Juneja. The song Milta Hain Saccha Sukh was sung by Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by Shantilal Soni. The music was given by Arun Paudwal. The lyrics were Penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). The music rights for song purely belongs to T-Series

Milta Hain Saccha Sukh Lyrics

Milta Hain Sacha Sukh Keval
Shivji Tumhare Charno Mein
Yeh Vinti Hain Pal Chin Chin Ki
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein
Chahe Bairi Sab Sansar Bane
Chahe Jeevan Mujh Par Bhar Bane
Chahe Maut Gale Ka Har Bane
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein

Chahe Agni Mein Mujhe Jalna Ho
Chahe Kato Pe Mujhe Chalna Ho
Chahe Agni Mein Mujhe Jalna Ho
Chahe Kato Pe Mujhe Chalna Ho
Chahe Chhod Ke Desh Nikalna Ho
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein
Milta Hain Sacha Sukh Keval
Shivji Tumhare Charno Mein
Yeh Vinti Hain Pal Chin Chin Ki
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein

Chahe Sankat Ne Mujhe Ghera Ho
Chahe Charo Aur Andhera Ho
Chahe Sankat Ne Mujhe Ghera Ho
Chahe Charo Aur Andhera Ho
Par Man Nahi Dagmag Mera Ho
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein
Milta Hain Sacha Sukh Keval
Shivji Tumhare Charno Mein
Yeh Vinti Hain Pal Chin Chin Ki
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein

Jivha Par Tera Naam Rahe
Tera Dhyan Subah Aur Sham Rahe
Teri Yad To Aatho Dham Rahe
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein
Milta Hain Sacha Sukh Keval
Shivji Tumhare Charno Mein
Yeh Vinti Hain Pal Chin Chin Ki
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein
Chahe Bairi Sab Sansar Bane
Chahe Jeevan Mujh Par Bhar Bane
Chahe Maut Gale Ka Har Bane
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein
Rahe Dhyan Tumhare Charno Mein.

Share your thoughts

Arun paudwal, Kiran juneja, Shiv mahima, Arun govil, Anuradha paudwal, Mahima, Shiv mahima movie, Shiv mahima clips, Shiv mahima short scenes, Milta hai sacha sukh, Lord shiva, Milta hai sachcha sukh, Hindi film shiv mahima, Shiv mahima full movie, Shiv mahima movie song, Shiv mahima songs, Shiv mahima full songs, Lord shiva story, Mahima kashi vishwanath ki movie, Shiv mahima in parts, Shiv mahima movie songs, Aaji shiv mahima gaauchhi, Shiv mahima scene