Meri Zindagi Bhi Song Lyrics from the movie/album Dolti Naiya released in the year 2016 starring Amarnath, Nigar Khan. The song Meri Zindagi Bhi was sung by G. M. Durrani. The music was given by Ram Prasad. The lyrics were Penned by Zafar Malihabadi. The music rights for song purely belongs to Columbia Records

Meri Zindagi Bhi Lyrics

Meri Zindagi Bhi Koi Zindagi Hai
Na Dil Mein Umange Na Lab Par Hasi Hai
Meri Zindagi Bhi

Kiya Hai Mukaddar Ne Barbad Aisa
Kiya Hai Mukaddar Ne Barbad Aisa
Jidhar Dekhta Hoon Nahi Koi Apna
Jidhar Dekhta Hoon Nahi Koi Apna
Nahi Koi Apna
Nazar Ek Zamane Se Badle Huye Hai
Meri Zindagi Bhi

Mere Dil Ko Hardum Dukhati Hai Duniya
Mere Dil Ko Hardum Dukhati Hai Duniya
Tadapta Hoon Main Muskurati Hai Duniya
Tadapta Hoon Main Muskurati Hai Duniya
Muskurati Hai Duniya
Mujhe Kis Khata Par Saza Mil Rahi Hai
Meri Zindagi Bhi

Sunata Raha Lakh Gham Ka Fasana
Sunata Raha Lakh Gham Ka Fasana
Kisi Ne Magar Dard Dil Ka Na Jana
Kisi Ne Magar Dard Dil Ka Na Jana
Dil Ka Na Jana
Zamane Ne Magar Kab Bekasur Ki Suni Hai
Meri Zindagi Bhi Koi Zindagi Hai
Na Dil Mein Umange Na Lab Par Hasi Hai
Meri Zindagi Bhi.

Share your thoughts

Bhang teri shiv nath ji, T-series bhakti sagar, Nigar sultana, Farhad darya, Noor jehan superhit movies, Angar, Mathura vrindavan, Azmat raza bhagalpuri naat, Noor jehan hit movies, Azmat raza bhagalpuri new naat, Azmat raza bhagalpuri new kalam, Suman sargam ke bhajan download, Suman sargam ke dard bhare bhajan, Hamen jinda rahane de murali wale, Azmat raza bhagalpuri jamua jalsa, Azmat raza bhagalpuri new naat 2021, Roshan sariyam, Naghma shaperai, Mahashivaratri