Meri Tujhse Hai Shiqayat Song Lyrics from the movie/album Kundan released in the year 2018 starring Dharmendra, Jaya Prada. The song Meri Tujhse Hai Shiqayat was sung by Sadhana Sargam. This movie/album was directed by K C Bokadia. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri

Meri Tujhse Hai Shiqayat Lyrics

Meri Tujhse Shikaayat Hai
Meri Tujhse Shikaayat Hai
Are Dono Jaha Waale
Ujaada Kyu Chaman Mera
Are O Aasma Waale
Meri Tujhse Shikaayat Hai
Are Dono Jaha Waale
Ujaada Kyu Chaman Mera
Are O Aasma Waale
Meri Tujhse Shikaayat Hai
Are Dono Jaha Waale

Gulzaar Mera Sajaya
Jhonka Hawa Ka Kaisa Ye Aaya
Charo Taraf Ab Gam Ka Dhuaan Hai
Rasta Na Sujhe
Tu Hi Dikha Ja
Tu Hi Dikha Ja
Tu Hi Dikha Ja
Meri Tujhse Shikaayat Hai
Are Dono Jaha Waale
Ujaada Kyu Chaman Mera
Are O Aasma Waale
Meri Tujhse Shikaayat Hai
Are Dono Jaha Waale

Dhundhu Kaha Unhe Ye To Bata De
Maalik Mujhko Rasta Dikha De
Hun Main Pareshaan Jaaun Kidhar
Mushkil Ko Meri Aasaan Bana De
Aasaan Bana De
Aasaan Bana De
Meri Tujhse Shikaayat Hai
Are Dono Jaha Waale
Ujaada Kyu Chaman Mera
Are O Aasma Waale
Meri Tujhse Shikaayat Hai
Are Dono Jaha Waale

Aawaaz Uski Mujhko Suna De
Jaan Me Meri Jaan Ko La De
Jab Main Jaanu Tera Karishma
Bichhade Hue Dil Fir Se Mila De
Fir Se Mila De
Fir Se Mila De
Meri Tujhse Shikaayat Hai
Are Dono Jaha Waale
Ujaada Kyu Chaman Mera
Are O Aasma Waale
Meri Tujhse Shikaayat Hai
Are Dono Jaha Waale
Are Dono Jaha Waale
Are Dono Jaha Waale
Are Dono Jaha Waale

Share your thoughts

Bappi lahiri, Bappi lahiri hit songs, Bappi lahiri songs, Meri tujhse hai shiqayat, Sadhana sargam hits, Best of sadhana sargam, Bappi lahiri hits, Bappi lahari, Mere dil mein tu hi tu hai lyrics, Lahiri, Sadhna sargam songs, Bappi laheri song, Bappi, Bappi lahri, De de pappi mujhe, Kundan, Mere dil mein tu hi tu hai lyrics in hindi, Hatya lyrics, Happy ending, Happy new year, Lyrics of mere dil mein tu hi tu hai, Mujhe teri mohobbat ka sahara, Dard e dil lyrics