Meri Tasvir Main Rang Kisi Aur Ka To Nahin Lyrics | Best of Sajda (Jagjit Singh) | Lata Mangeshkar

Meri Tasvir Main Rang Kisi Aur Ka To Nahin Lyrics | Best of Sajda (Jagjit Singh) | Lata Mangeshkar

??meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
Meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
Gher le mujhko sab aankhe main tamasha to nahi
Meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi

Zindgi tujhse har ik sans pe samajhauta karu
Zindgi tujhse har ik sans pe samajhauta karu
Shauk jine ka hai mujhko magar itna to nahi
Meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi

Ruh ko dard mila dard ko aankhe na mili
Ruh ko dard mila dard ko aankhe na mili
Tujhko mahsus kiya hai tujhe dekha to nahi
Meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi

Sochte sochte dil dubne lagta hai mera
Sochte sochte dil dubne lagta hai mera
Zahan ki tah me muzaffar koi dariya to nahi
Meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
Gher le mujhko sab aankhe main tamasha to nahi
Meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *