Meri Raato Ki Neende Uda De Song Lyrics from the movie/album Sarfarosh released in the year 2018 starring Aamir Khan, Sonali Bendre. The song Meri Raato Ki Neende Uda De was sung by Alka Yagnik. This movie/album was directed by John Mathew Matthan. The music was given by Jatin Lalit. The lyrics were Penned by Indeevar

Meri Raato Ki Neende Uda De Lyrics

Meri Rato Ki Ninde Uda De
Ho Meri Rato Ki Ninde Uda De
Ke Mai Teri Dulhan Ban Jau
Hire Moti Ke Kangan Pehna De
Hire Moti Ke Kangan Pehna De
Ke Mai Teri Dulhan Ban Jau
Aa Aa

Tu Hai Mera Nishana Hay Tauba
Mai Hu Tera Nishana Hay Tauba
Janu Kya Hai Thikana Tera
Tere Dil Ko Na Jana Hay Tauba
Dil Mai De Du Aaha Aaha
Jaan Pe Khelu Aaha Aaha
Mai Pahla Pyar Lai
Mere Chehare Se Haa
Mere Chehare Se Chunar Hata De
Haan Mai Teri Dulhan Ban Jau
Aa Aa

Jaan Ho Jo Gawani Haye Tauba
To Kar Chhed Khani Haye Tauba
Zindagi Ho Bachani Tujhko
To Bana Mujhko Rani Haye Tauba
Tum Jo Sache Aaha Aaha
Are Hum Bhi Achhe Aaha Aaha
Hai Pyar Me Hi Jina
Jina Chahe To
Ho Jina Chahe To Lab Se Laga Le
Ke Mai Teri Dulhan Ban Jau
Aa Aa
Meri Rato Ki Ninde Uda De
Ho Meri Rato Ki Ninde Uda De
Ke Mai Teri Dulhan Ban Jau
Hire Moti Ke Kangan Pehna De
Hire Moti Ke Kangan Pehna De
Ke Mai Teri Dulhan Ban Jau
Aa Aa

Share your thoughts

Meri raaton ki neend, Meri raaton ki neend ud gayi, Sarfarosh, Alka yagnik, Alka yagnik songs, Sarfarosh songs, Alka yagnik video song, Meri raaton ki neendein uda de, Sarfarosh movie song, Meri raaton ki neendein uda de song download, Jatin lalit songs, Alka yagnik and kumar sanu romantic songs, Meri raaton ki neend uda le gaye, Meri raaton ki neendein uda de song, Alka yagnik hindi song, Meri raaton ki neend le gaya, Sarfarosh movie all song, Sarfarosh movie, Yagnik