Meri Pukaar Suno Lyrics | Alka Yagnik, K. S. Chithra

Meri Pukaar Suno Lyrics | Alka Yagnik, K. S. Chithra

Mere zameen waalon
Maa ki pukaar suno
Sadiyon se suna hain tumhe
Meri ek baar suno

Mere zameen waalon
Maa ki pukaar suno
Sadiyon se suna hain tumhe
Meri ek baar suno

Suraj ki roshni le lo
Chaaho jitni baant lo tum
Aasmaan bhara hain hava se
Jitni lambi saans lo tum

Mere zameen waalon
Maa ki pukaar suno
Sadiyon se suna hain tumhe
Meri ek baar suno

Neele neele kaynat mein
Woh zameen hamari hai
Sajde boye hai wahaan
Aarti utari hain

Dher saare rango se
Zindagi sanwaari hai
Zindagi se apni
Maati maati god bhar do

Mere zameen waalon
Maa ki pukaar suno
Sadiyon se suna hain tumhe
Meri ek baar suno

Mere zameen waalon
Maa ki pukaar suno
Sadiyon se suna hain tumhe
Meri ek baar suno

Waada hai waada suraj nahin bujega
Waada hai waada dariya nahin rukenge
Taare hai tere aaftab tu hain
Teri umeedein yeh zameen zinda hain

Yeh zameen zinda rahe.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *