Meri Jindagi Mein Koi Aanewaala Hai Lyrics | Elaan | Anu Malik

Meri jindagi mein koi aanewaala hai aanewaala hai
Teri jindagi se koi jaanewaala hai jaanewaala hai
Dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan

Dil tera bachaale re mujhse dil chhupaa le re
Nazre meri dhundein tujhe aa apna banaale re
Arsh se tutke jam sa gaya waqt jaise yahaan tham sa gaya
Dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan

Teri aankhon mein darr jaane hai kyun
Jine ki chaah mein marta hai kyun
Ho jaaye kab kya haadsa harkate aisi karta hai kyun
Tu bhi chor hai main bhi chor hoon
Tu hai khaamosh main shor hoon
Dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan

Meri jindagi mein koi aanewaala hai aanewaala hai
Teri jindagi se koi jaanewaala hai jaanewaala hai
Dil ne mere kar diya kar diya elaan elaan elaan
Elaan elaan elaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *