Meri Jholi Ko Bhar De Song Lyrics from the movie/album Maa Ke Aansoo released in the year 2016 starring Ajit, Nalini. The song Meri Jholi Ko Bhar De was sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum. This movie/album was directed by Dhirubhai Desai. The music was given by Sardar Malik. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Meri Jholi Ko Bhar De Lyrics

Meri Jholi Ko
Bharde Aye Khuda
Sadke Mohammad Ke
Meri Jholi Ko
Bharde Aye Khuda
Sadke Mohammad Ke
Gunehgaro Ka Bhi Kar Bhala
Sadke Mohammad Ke
Meri Jholi Ko Bharde

Hamare Hal Par Data
Karam Apna Sada Rakhan
Tuhi Shaitan Se Iman Walo
Ko Bacha Rakhna
Har Ek Tufan Me Dena Aasra
Sadke Mohammad Ke
Meri Jholi Ko
Bharde Aye Khuda
Sadke Mohammad Ke
Meri Jholi Ko Bharde

Samjhti Hai Ye Duniya Apna
Hum Iman De Denge
Magar Iman Ki Khatir
Hum Apni Jan De Denge
Hume Is Aasma Isse Bacha
Sadke Mohammad Ke
Sadke Mohammad Ke
Meri Jholi Ko Bharde
Aye Khuda Sadke
Mohammad Ke
Meri Jholi Ko Bharde

Teri Rahmat Ko Hum Ro Roke
Aye Malik Jaga Denge
Ye Parde Aasma Ke Hum
Duao Se Hila Denge
Hame Nure Najar Dekhi
Mila Sakde Mohammad Ke
Sadke Mohammad Ke
Meri Jholi Ko Bharde
Aye Khuda Sadke
Mohammad Ke
Gunehgaro Ka Bhi Kar Bhala
Sadke Mohammad Ke
Meri Jholi Ko Bharde
Aye Khuda Sadke
Mohammad Ke
Sadke Mohammad Ke
Sadke Mohammad Ke.

Share your thoughts

Rafi and shamshad begam, Best of rafi and shamshad begam, Meri jholi ko bhar de aye khuda, Sardar malik, Best of sardar malik, Shamshad, Best of nalni jaywant and ajit, Nalini, Meri jholi ko bhar de aye khuda dj aasif, Meri jholi ko bhar de vol. 9 - islamic naats, Meri jholi ko bhar de aye khuda aasif jila muzaffarnagar, Meri jholi ko bhar de, Maa ke ansoo, Nalini jaywant, Aanso, Aansoo, Sardar, Malik, Rahat fateh ali khan songs, Shankar shambhu movie songs