Meri galiyo ki
Nishani wo pani
Sajan yad rakhna
Badi meharbani
Meri galiyo ki
Nishani wo pani
Sajan yad rakhna
Badi meharbani
Bhul jana na tum ye fizaye
Ye thandi hawaye
Aah bhar lena chhup ke
Jo hum yad aaye
Jo hum yad aaye
Kya bharosha hai dam ka
Ye dunia fasaani
Ye dunia fasaani
Sajan yad rakhna
Badi meharbani
Meri galiyo ki
Nishani wo pani
Sajan yad rakhna
Badi meharbani
Hum rahe na rahe par rahe
Bahta pani hamari nishani
Thahar jana jo tumko
Pukare rawani
Pukare rawani
Lahar uthke bolegi
Meri jubani
Meri jubani
Sajan yad rakhna
Badi meharbani
Meri galiyo ki
Nishani wo pani
Sajan yad rakhna
Badi meharbani

