Meri Duniya Mein Aana Song Lyrics from the movie/album Paayal released in the year 2016 starring Himalaya, Bhagyashree. The song Meri Duniya Mein Aana was sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam. This movie/album was directed by Mahendra Shah. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Music Bank

Meri Duniya Mein Aana Lyrics

Meri Duniya Mein Aana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Mujhe Apna Banaana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Meri Duniya Mein Aana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Mujhe Apna Banaana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam

Tere Khayaalo Mein Khoyi Rahu,
Abb Toh Main Shaamo Sahar
Tanaha Rahu Ya Rahu Bhid Mein
Dhundhe Tujhe Hi Nazar
Tere Khayaalo Mein Khoyi Rahu,
Abb Toh Main Shaamo Sahar
Tanaha Rahu Ya Rahu Bhid Mein
Dhundhe Tujhe Hi Najar
Abb Tere Bin Dil Lagata Nahin
Abb Tere Bin Dil Lagata Nahin
Main Kya Karun
Main Kya Karun
Nazaro Mein Basaana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Mujhe Apna Banaana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam

Tere Mere Darmiya Dilruba
Abb Pyaar Hi Pyaar Ho
Dekhu Falak Chaahe Dekhu
Zameen Tera Hi Didar Ho
Tere Mere Darmiya Dilruba
Abb Pyaar Hi Pyaar Ho
Dekhu Falak Chaahe Dekhu
Zameen Tera Hi Didar Ho
Marke Na Chhute Aise Teri
Marke Na Chhute Aise
Teri Baahe Dharu
Main Kya Karun

Meri Duniya Mein Aana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Mujhe Apna Banaana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Meri Duniya Mein Aana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam
Mujhe Apna Banaana,
Na Jaana Kabhi Phir Sanam.

Share your thoughts

Nadeem shravan kumar sanu hit songs, Nadeem shravan ke gaane, Nadeem shravan all songs, Nadeem shravan bollywood songs, Nadeem shravan songs, Hits of nadeem shravan, Best of nadeem shravan, Songs of nadeem shravan, Nadeem shravan best songs, Nadeem shravan superhit song collection, Best songs of nadeem shravan, Sadhana sargam, Shravan rathod, Nadeem shravan hit songs list, Roop kumar rathod, Nadeem saifi, Mohabbat na karna payal