Meri Duniya Me Aana (Female) Song Lyrics from the movie/album Paayal released in the year 2018 starring Himalaya, Bhagyashree. The song Meri Duniya Me Aana (Female) was sung by Sadhana Sargam. This movie/album was directed by Mahendra Shah. The music was given by Nadeem Shravan. The lyrics were Penned by Sameer

Meri Duniya Me Aana (Female) Lyrics

Meri Dunia Me Aana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Mujhe Apna Banana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Meri Dunia Me Aana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Mujhe Apna Banana Na Jana Kabhi Fir Sanam

Jane Kaha Kis Ghadi Kab Yaha
Tujhse Mulakat Ho
Aankhe Mile Aur Palke Jhuke
Chupke Se Har Bat Ho
Jane Kaha Kis Ghadi Kab Yaha
Tujhse Mulakat Ho
Aankhe Mile Aur Palke Jhuke
Chupke Se Har Bat Ho
Kab Tak Aise Jane Wafa
Kab Tak Aise Jane Wafa
Aahe Bharu Aahe Bharu
Mere Sapne Sajana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Mujhe Apna Banana Na Jana Kabhi Fir Sanam

Mai Ajnabi Jindagi Me Teri Aaungi Ban Ke Khushi
Itni Mohabbat Mai Dungi Tujhe Bhulega Tu Na Kabhi
Mai Ajnabi Jindagi Me Teri Aaungi Ban Ke Khushi
Itni Mohabbat Mai Dungi Tujhe Bhulega Tu Na Kabhi
Kahi Tute Na Sapne Mere
Kahi Tute Na Sapne Mere
Mai To Daru Mai To Daru
Baho Me Chupana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Mujhe Apna Banana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Meri Dunia Me Aana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Mujhe Apna Banana Na Jana Kabhi Fir Sanam
Meri Dunia Me Aana Na Jana Kabhi Fir Sanam

Share your thoughts

Nadeem shravan, Nadeem shravan songs, Nadeem shravan hit songs, Music by nadeem sharavan, Nadeem - shravan, Sadhana sargam, Meri duniya hai tujhme kahin lyrics, Kumar sanu sadhana sargam hit songs, Ashwini bhave sadhana sargam songs, Sadhana saragam, Sadhana sargam songs, Meri sanson mein basa hai aur pyaar ho gaya lyrics, #karaoke with lyrics, Nadeem, Shravan, Kumar sanu-sadhana sargam hits, Meri sanson mein basa hai alka yagnik lyrics