Mere Tumhare Bich Me Ab To Na Parvat Na Sagar Lyrics | Jhuk Gaya Aasman | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Mere tumhare bich me ab to na parvat na sagar
Nis din rahe khyalo me tum ab ho jaao ujagar
Ab aan milo sajna
Ab aan milo sajna sajna

Aaya madmata sawan
Fir rimjhim ki rut aayi
Fir man ki baji sahnayi
Fir preet ne li angdhayi

Mai man ko lakh manau
Mane na man matwala
Ab aake tumhi samjao
Maine ab tak bahut sambhala

Saj dhaj ke khadi mai kabse doli leker aa jao
Us par jaha mera ghar hai us par mujhe le jao

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *