(Mere sajan sanware – 2
Huye nain banwre
Piya lautke aaja – 2) – (2)
Sanjh bhayi ghar panchhi bhi aaye – 2
Mai baithi hu aash lagaye – 2
More man ke o raja aaja
Piya lautke aaja
Mere sajan sanware – 2
Huye nain banwre
Piya lautke aaja – 2
Kisne tujhe majbur kiya – 2
Kab tak rahoge dur piya – 2
Mujhe itna bata ja
Piya lautke aaja
Mere sajan sanawre – 2
Huye nain banwre
Piya lautke aaja – 2