Mere Saiyya Ne Bulaya Singapore Se Song Lyrics from the movie/album Dil Ka Heera released in the year 2018 starring Dharmendra, Hema Malini. The song Mere Saiyya Ne Bulaya Singapore Se was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Dulal Guha. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Mere Saiyya Ne Bulaya Singapore Se Lyrics

Mere Saiya Ne Bulaya Singapore Singapore Singapore Se
Mai Daudi Daudi Aayi Jaipur Se Mai Daudi Daudi Aayi Jaipur Se
Mere Saiya Ne O Saiya Raja Ne Bulaya
Singapore Singapore Singapore Se
Mai Daudi Daudi Aayi Jaipur Se Mai Daudi Bhagi Aayi Jaipur Se

Chhod Gaya Tha Wo Bedardi Dhokha Deke Pyar Me
Chhod Gaya Tha Wo Bedardi Dhokha Deke Pyar Me
Khidki Thi Diwar Me Bethi Thi Mai Ghar Me Khidki
Khole Intzar Me Dak Babu Chithi Laya Dak Babu Chithi Laya
Ho Babu Chithi Laya Laya Singapore Se
Mai Daudi Daudi Aayi Jaipur Se Mai Daudi Bhagi Aayi Jaipur Se

Aisi Koi Bat Likhi Thi Chilmine Sandesh Me
Banjaran Ke Bhesh Me Pankh Bina Mai Udd Ke Aayi
Pardeshi Ke Desh Me Pardeshi Ke Desh Me
Ye Hawa Ka Jhoka Aaya
Hawa Ka Jhoka Aaya Aaya Singapore Se
Mai Daudi Daudi Aayi Jaipur Se
Mai Daudi Bhagi Aayi Jaipur Se

O Babu Tum Bhi Yaha Are Idhar Kya Dekhat Ho
Udhar Dekho Udhar
Koi Pata Na Koi Nishani Likha Bas Ek Nam Tha
Kaisa Ek Paigam Tha Fir Bhi Maine Dhund Nikala
Bahut Jaruri Kam Tha Bahut Jaruri Kam Tha
Jaipur Me Jo Khoya Tha Wo Jo Khoya Tha
Wo Mila Singapore Se
Mai Daudi Daudi Aayi Jaipur Se
Mai Daudi Bhagi Aayi Jaipur Se
Mere Saiya Ne Bulaya Singapore
Singapore Singapore Se
Mai Daudi Daudi Aayi Jaipur Se
Mai Daudi Bhagi Aayi Jaipur Se

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Mangeshkar, Mere saiyan ne bulaya singapore se, Laxmikant pyarelal, Best of lata mangeshkar, Laxmikant payrelal songs, Dil ka heera, Lata mangeshkar mohammad rafi ke gane, Lata mangeshkar romantic hits, Kishore kumar & lata mangeshkar duets, Lata mangeshkar old songs, Old lata mangeshkar hit songs, Deewana mujhe kar gaya lyrics, Lata mangeshkar hits, Duets of lata mangeshkar & mohd rafi