A Kaliyo Tum Muskurao
O Najarao Jhoom Jao
Ab Mujhko Tumhari Jaroorat Hai
Aji Kya Baat Hai
Mere Pyar Ka Aaj Mahurat Hai
Mere Pyar Ka Aaj Mahurat Hai
O Phijaon Laut Aao
Aur Bahaaron Ko Bulao
Ye Ghadi To Badi Khubsurat Hai
Mere Pyar Ka Aaj Mahurat Hai
Mere Pyar Ka Aaj Mahurat Hai
A Kaliyon
Hare Kheto Ki Haryaali Se Tum
Khushboo Churake
Hare Kheto Ki Haryaali Se Tum
Khushboo Churake
Ho Suraj Ke Basanti Rang Mein
O Shabnam Mila Ke
Mujhe Mehndi Tum Lagao
Shahnaaiya Tu Bajao
Ab Mujhko Tumhari Jaroorat Hai
Mere Pyar Ka Aaj Mahurat Hai
Mere Pyar Ka Aaj Mahurat Hai
O Phijaon
Sawan Ki Badariyaan Jaisi
Teri Chunari Ranga Du
Sawan Ki Badariyaan Jaisi
Teri Chunari Ranga Du
Ho Sagar Se Main Chun Chun Moti
Tere Gahne Bana Du
Purab Ki A Hawaaon
Tum Geeto Geet Gaao
Ye Ghadi To Badi Khubsurat Hai
Mere Pyar Ka Aaj Mahurat Hai
Mere Pyar Ka Aaj Mahurat Hai
Mere Pyar Ka Aaj Mahurat Hai Song Lyrics from the movie/album Shaher Se Door released in the year 2018 starring Subhash Ghai, Nina. The song Mere Pyar Ka Aaj Mahurat Hai was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Chaman Nillay. The music was given by Sonik Omi. The lyrics were Penned by Verma Malik
Share your thoughts