Mere piya se koyi jake keh de
Jeewan ka sahara teri yad hai
Jeewan ka sahara teri yad hai
Mere piya se koyi jake keh de
Jeewan ka sahara teri yad hai
Jeewan ka sahara teri yad hai
Daman na tera chhod u
Main tujh se na muh modu
Daman na tera chhod u
Main tujh se na muh modu
Ho din ya rat
Teri yad ke sath
Yeh rit na kabhi todu
Mere piya se koyi jake keh de
Jeewan ka sahara teri yad hai
Jeewan ka sahara teri yad hai
Rut aaye chali jaye
Meri prit na murjaye
Rut aaye chali jaye
Meri prit na murjaye
Chali jaye bahar
Tera intejar mere dil se kabhi na jaye
Mere piya se koyi jake keh de
Jeewan ka sahara teri yad hai
Jeewan ka sahara teri yad hai
Rato ko ginu tare
Dil tadap tadap ke hare
Rato ko ginu tare
Dil tadap tadap ke hare
Chale gham ke tir
Dil dhare na dhir
Kahe aao mere pyare
Mere piya se koyi jake keh de
Jeewan ka sahara teri yad hai
Jeewan ka sahara teri yad hai
Jeewan ka sahara teri yad hai
Jeewan ka sahara teri yad hai

