Mere Nazdeek Jo Aaye Song Lyrics from the movie/album Gunehgaar released in the year 2018. The song Mere Nazdeek Jo Aaye was sung by Dilraj Kaur. The music was given by Sapan Jagmohan. The lyrics were Penned by Dilip Tahir

Mere Nazdeek Jo Aaye Lyrics

Mukaddar Bhi Badi Shey Hai
Kise Kya Kya Bana Daala
Kisi Ko Utha Daala Kisi Ko Yu Gira Daala
Mere Najdeek Jo Aaye
Mere Najdeek Jo Aaye
Iraada Hi Badal Jaaye
Mere Saanso Ki Garmi Se
Mere Saanso Ki Garmi Se Patthar Bhi Pighal Jaaye
Mere Najdeek Jo Aaye
Mere Najdeek Jo Aaye
Iraada Hi Badal Jaaye

Naa Aise Dekh Tu Mujhko Haqikat Jaan Le Pahle
Mere Najdeek Naa Aa Tu Mujhe Pahchaan Le Pahle
Hansi Me Hi Kahi Baabu
Hansi Me Hi Kahi Baabu Aasu Naa Nikal Jaaye
Mere Najdeek Jo Aaye
Mere Najdeek Jo Aaye
Iraada Hi Badal Jaaye

Bujhe Yu Phool Gulshan Ke Rahi Naa Baag Me Khushbu
Kaha Mahlo Ki Khwaahish Thi Mile Hai Paavo Me Ghunghru
Mere Jajbaat Jo Samjhe
Mere Jajbaat Jo Samjhe Kahin Dum Naa Nikal Jaaye
Mere Najdeek Jo Aaye
Mere Najdeek Jo Aaye
Iraada Hi Badal Jaaye
Talaashe Raahe Manjil Hu Koi Dikhala Nahi Sakta
Sabhi Apne Hai Lekin Koi Bhi Apna Nahi Sakta
Naa Rakh Tu Haath Seene Par
Naa Rakh Tu Haath Seene Par Kahin Haath Naa Jal Jaaye
Mere Najdeek Jo Aaye
Mere Najdeek Jo Aaye
Iraada Hi Badal Jaaye

Share your thoughts

Gunehgaar, Dilraj, Dilraj kaur, Noore hadees, Shreeram lagoo, Mittran di khang wich, Koi hor na chaubare wich, Ranjit kaur (film actor), Hazrat musa ne allah pucha, Chandramani, Rajesh roshan, Punjabi romantic songs, Amar noorie punjabi films, A tribute to kishore kumar, Amar noorie punjabi movies, Aaye, Amar noorie punjabi actress, Bhagwan, Hazrat musa alaihissalam ka sawal, Indeevar, Jaya prada, Neeta mehta, Rakesh roshan, Suresh oberoi, Kishore kumar