Mere Nayan Baaware Hanste Hai Ya Roote Hai, Duniya Kya Jaane Song Lyrics from the movie/album Duniya Kya Jane released in the year 2018 starring Bharati, Parmendra. The song Mere Nayan Baaware Hanste Hai Ya Roote Hai, Duniya Kya Jaane was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by C V Sridhar. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Mere Nayan Baaware Hanste Hai Ya Roote Hai, Duniya Kya Jaane Lyrics

Mere Nain Bawre Haste Hai Ya Rote Hai
Mere Nain Bawre Haste Hai Ya Rote Hai
Duniya Kya Jane Duniya Kya Jane
Shabnam Ki Hasi Ke Piche Aasu Hote Hai
Duniya Kya Jane Duniya Kya Jane

Apna Aap Jalake Suraj Deta Hai Jag Ko Ujiyara
Apne Tan Ko Ghayal Karke Hi Sunata Hai Ektara
Kuch Aise Bhi Anjane Rishte Hote Hai
Kuch Aise Bhi Anjane Rishte Hote Hai
Duniya Kya Jane Duniya Kya Jane
Mere Nain Bawre Haste Hai Ya Rote Hai
Duniya Kya Jane Duniya Kya Jane

Manjil Ka Pathar Kya Jane
Kisne Kiska Sath Nibhaya
Darpan Pyar Kare Surat Se
Dekh Sake Na Man Ki Chaya
Kuch Aachal Maile Hokar Ujale Hote Hai
Kuch Aachal Maile Hokar Ujale Hote Hai
Duniya Kya Jane Duniya Kya Jane
Mere Nain Bawre Haste Hai Ya Rote Hai
Duniya Kya Jane Duniya Kya Jane

Share your thoughts

Duniya kya jane, Shankar jaikishan songs, Duniya, Teri duniya mein jeene, Lata mangeshkar (musical artist), Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Mangeshkar, Yeh nayan dare dare, Jaane, Madan mohan (music director), Toote, Datta ram, Krishankant, Rajender krishan (lyricist), Tune hamen kya diya ri zindagi, Ghar aaya mera pardesi, Odissi dance, Aansu bhari, Yaad kiya dil ne, Ek pyar ka naghma hai, Jane woh kaise log the, Awaara hoon, Waqt ne kiya, Paravarish