Mere Mehbub Kuch Bhi Ho Abhi Afsana Baki Hai
Abhi Meri Wafa Ka Aakhiri Nazrana Baki Hai
Tumhara Chahne Wala Abhi Diwana Baki Hai
Tumhara Chahne Wala Abhi Diwana Baki Hai
Tumhara Chahne Walamere Mehbub Kuch Bhi Ho
Tumhara Chahne Wala Abhi Diwana Baki Hai
Zamana Chahe Tadpaye Zamana Chahe Thukra De
Ye Wada Hai Ke Pure Honge Mere Payar Ke Wade
Aye Shama Mat Baha Aansu
Aye Shama Mat Baha Aansu Abhi Parwana Baki Hai
Mere Mehbub
Tumhara Chahne Wala Abhi Diwana Baki Hai
Aaj Bhi Sath Hai Chahat Ka Wo Ek Ek Lamha
Hum Zuda Hoke Bhi Dildar Nahi Hai Tanha
Na Tuta Hai Na Tutega Hamare Pyar Ka Sapna
Paro Pe Leke Udh Jayega Ek Din Aashiya Apna
Bala Se Baag Ujda Hai
Bala Se Baag Ujda Hai Abhi Virana Baki Hai
Mere Mehbub
Tumhara Chahne Wala Abhi Diwana Baki Hai
Jo Chahat De Nahi Sakte Wo Kaise Chhin Sakte Hai
Mere Malik Tere Bande Yaha Takdir Likhte Hai
Sitam To Kar Chuki Duniya
Sitam To Kar Chuki Duniya Abhi Pachhtana Baki Hai
Mere Mehbub
Tumhara Chahne Wala Abhi Diwana Baki Hai
Tumhara Chahne Wala Abhi Diwana Baki Hai
Mere Mehboob Kuch Bai Ho Abhi Afsana Baki Hai Song Lyrics from the movie/album Hamara Khandaan released in the year 2018 starring Rishi Kapoor, Farha. The song Mere Mehboob Kuch Bai Ho Abhi Afsana Baki Hai was sung by Mohammed Aziz. This movie/album was directed by Anwar Pasha. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Farooq Qaisar
Share your thoughts