Mere Maalik Meri Kismat Song Lyrics from the movie/album Lakeeren released in the year 2015 starring Ashok Kumar, Nalini Jaywant. The song Mere Maalik Meri Kismat was sung by G. M. Durrani. This movie/album was directed by Harbans. The music was given by Hafiz Khan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mere Maalik Meri Kismat Lyrics

Mere Maalik Meri Kismat
Ko Jab Tune Likha Hoga
Mere Maalik Kabhi Tu Has Diya Hoga
Kabhi Tu Ro Diya Hoga Mere Maalik

Ghamo Se Aansuo Se
Dard Se Aahos Se Naalo Se
Ghamo Se Aansuo Se
Dard Se Aahos Se Naalo Se
Banakar Dil Mere Sine Ke Andar
Rakh Diya Hoga
Mere Maalik Meri Kismat
Ko Jab Tune Likha Hoga Mere Maalik

Teri Duniya Ki Jaanib
Jab Mere Kadam Uthe Hoge
Teri Duniya Ki Jaanib
Jab Mere Kadam Uthe Hoge
Kadam Mere Uthe Hoge
Na Hasne Paaon Meion Duniya Se
Tu Ne Keh Diya Hoga
Mere Maalik Meri Kismat
Ko Jab Tune Likha Hoga Mere Maalik

Khushi Na Koi Jab
Tere Khazane Mein Bachi Hogi
Khushi Na Koi Jab
Tere Khazane Mein Bachi Hogi
Bhigokar Aansu O Ke Kar Diya Hoga
Mere Maalik Meri Kismat
Ko Jab Tune Likha Hoga Mere Maalik.

Share your thoughts

Nalini jaywant, Film cast: ashok kumar, Meena kumari, Dilip kumar, Lakeeren, Ashok kumar, A tribute to kishore kumar, Ashok, D. n. madhok lyrics, Lakeeren 1954, Lakeerein, G. m. durrani songs, Durrani, Hafiz khan, Noor jehan (musical artist), Shyam kumar songs, Arun kumar, Lyricist: raja mehdi ali khan, Lyricist: shewan rizvi, Wo unka muskurana sharmana chale jana, Hum to aap ke deewane hain, Best shakeel badayuni songs, Ishwarlal snehprabha pradhan