Mere Katil Utha Botal Lyrics  | The Gold Medal | Jeetendra, Rakhee | Asha Bhosle | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Mere Katil Utha Botal Lyrics | The Gold Medal | Jeetendra, Rakhee | Asha Bhosle | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Mere katil utha botal
Mila nazare pila bhar bhar
Ke mahfil rang pe aa jaye
Ke mahfil rang pe aa jaye
Mere katil utha botal
Mila nazare pila bhar bhar
Ke mahfil rang pe aa jaye
Ke mahfil rang pe aa jaye

Us rat ko rat na samjho tum
Wo sham kabhi bhi sham nahi
Jis rat me dilbar sath nahi
Jis sham ko hath mein jam nahi
Us rat ko rat na samjho tum
Wo sham kabhi bhi sham nahi
Jis rat mein dilbar sath nahi
Jis sham ko hath mein jam nahi
Wafao ki adao ki
Nigaho se pila du to
Umar bhar hosh na aaye
Umar bhar hosh na aaye
Mere katil utha botal
Mila nazare pila bhar bhar
Ke mahfil rang pe aa jaye
Ke mahfil rang pe aa jaye

Aa dub ja meri aankho mein
Tujhpe koi ilzam nahi
Jo hosh rahe tujhko baki to
Saki mera naam nahi
Aa dub ja meri aankho mein
Tujhpe koi ilzam nahi
Jo hosh rahe tujhko baki to
Saki mera naam nahi
Mila le dil are pagal
Tham aachal teri manil
Teri baho mein aa jaye
Teri baho mein aa jaye
Mere katil utha botal
Mila nazare pila bhar bhar
Ke mahfil rang pe aa jaye
Ke mahfil rang pe aa jaye.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *