Mere Humsafar (Mitali Singh) Song Lyrics from the movie/album Ek Haseen Shaam released in the year 2018. The song Mere Humsafar (Mitali Singh) was sung by Mitali Singh. The music was given by Bhupinder Singh

Mere Humsafar (Mitali Singh) Lyrics

Mere Hamsafar Tum Bhula To Na Doge
Mere Hamsafar Tum Bhula To Na Doge
Mera Dil Churakar
Mera Dil Churakar Daga To Na Doge
Mere Hamsafar Tum Bhula To Na Doge
Mera Dil Churakar Daga To Na Doge
Mere Hamsafar Tum Bhula To Na Doge

Agar Khench Laai Lagi Mere Dil Ki
Agar Khench Laai Lagi Mere Dil Ki
O O Agar Khench Laai Lagi Mere Dil Ki
To Mehfil Se Mujhko Utha To Na Doge
To Mehfil Se Mujhko Utha To Na Doge
Mera Dil Churakar Daga To Naa Doge
Mere Hamsafar Tum Bhula To Na Doge

Koi Raaz Dil Ka Agar Tumse Kah Du
Agar Tumse Kah Du
Koi Raaz Dil Ka Agar Tumse Kah Du
Agar Tumse Kah Du
Koi Raaz Dil Ka Agar Tumse Kah Du
Mere Dushmano Ko Bata To Na Doge
Mere Dushmano Ko Bata To Na Doge
Mera Dil Churakar Daga To Na Doge
Mere Hamsafar Tum Bhula To Na Doge

Nazar Se Nazar Meri Takra Gayi To
Nazar Se Nazar Meri Takra Gayi To
O O Nazar Se Nazar Meri Takra Gayi To
Kasam Se Kaho To Tum Saja To Na Doge
Kasam Se Kaho To Tum Saja To Na Doge
Mera Dil Churakar Daga To Na Doge
Mere Hamsafar Tum Bhula To Na Doge
Mere Hamsafar Tum Bhula To Na Doge

Share your thoughts

Mitali singh, Mitali singh ghazal, Bhupinder singh, Bhupinder singh ghazal, Bhupinder singh (composer), Mitali singh bhupinder singh, Bhupinder singh songs, Songs of bhupinder singh, Bhupinder singh playlist, Best of bhupinder singh, Singh, Mitalee singh, Bhupinder singh (musical artist), Ghazal (poetic verse form), Mitali, Dr. mitali nag, Jagjit singh ghazals, Humsafar, Bhupinder, Bhupinder mitalee ghazals, Best of bhupinder mitalee ghazlas, Miatli singh, Haseen