Mere Haalat Yeh Kya Huye Hai Khuda Lyrics | Desh Drohi | Zubeen Garg | Nikhil

Mere Haalat Yeh Kya Huye Hai Khuda Lyrics | Desh Drohi | Zubeen Garg | Nikhil

Mere halaat ye kya hue hai khuda
Mere halaat ye kya hue hai khuda
Kya the mere gunah
Kya thi meri khata
Mere halaat ye kya hue hai khuda
Mere halaat ye kya hue hai khuda
Kya the mere gunah
Kya thi meri khata
Mere halaat ye kya hue hai khuda

Ajanabi shehar ke ajanabi raaste,
Bebasi par meri muskurate rahe
Meri masumiyat jehar peeti rahi

Jindagi har kadam aajmaati rahi
Maine chaha tha kya
Tune kya de diya
Maine chaha tha kya
Tune kya de diya
Mere khathir hai kyu tera ye phaisla
Mere halaat ye kya hue hai khuda

Khwaisho ke mere kyu diye bujh gaye
Hasrato ke sabhi kaarwa lut gaye
Jindagi lamha lamha ulajhati gayi
Meri takdeer ke na khuda so gaye
Chhin kar har khushi
Ghum mata kar diya
Chhin kar har khushi
Ghum mata kar diya
Kya meri mannato ka yahi hai sila
Mere halaat ye kya hue hai khuda
Mere halaat ye kya hue hai khuda
Kya the mere gunah
Kya thi meri khata
Mere halaat ye kya hue hai khuda

Dard sehata raha phir bhi hasata raha
Roj jita raha
Roj marata raha
Ik hasi kal ki thi bas tamanaa mujhe
Isliye barf bankar pighalata raha
Tapate suraj ke jaisa mera hausala
Tapate suraj ke jaisa mera hausala
Roj jalata raha
Roj dhalata raha
Mere halaat ye kya huye hai khuda

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *