Mere Ghar Dwar Ko Song Lyrics from the movie/album Maa Beti released in the year 2016 starring Shashi Kapoor, Sharmila Tagore. The song Mere Ghar Dwar Ko was sung by Alka Yagnik. This movie/album was directed by Kalpataru. The music was given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. The lyrics were Penned by Anjaan. The music rights for song purely belongs to Venus Record

Mere Ghar Dwar Ko Lyrics

Mere Ghar Dwar Ko Sukh Ke Sansar Ko
Mere Data Kisi Ki Nazar Na Lage
Mere Ghar Dwar Ko Sukh Ke Sansar Ko
Mere Malik Kisi Ki Nazar Na Lage
Mere Ghar Dwar Ko

Mere Angan Ki Tulsi Mahakti Rahe
Mere Angan Ki Tulsi Mahkati Rahe
Mere Mathe Ki Bindiya Damakti Rahe
Mere Mathe Ki Bindiya Damakti Rahe
Mere Parivar Ko Sukh Ke Sansar Ko
Mere Data Kisi Ki Nazar Na Lage
Mere Ghar Dwar Ko Sukh Ke Sansar Ko
Mere Malik Kisi Ki Nazar Na Lage
Mere Ghar Dwar Ko

Swarg Jaisa Ye Sapno Ka Sansar Ho
Swarg Jaisa Ye Sapno Ka Sansar Ho
Mud Ke Dekhu Jidhar Pyar Hi Pyar Ho
Mud Ke Dekhu Jidhar Pyar Hi Pyar Ho
Is Amar Par Ko Sukh Ke Sansar Ko
Mere Data Kisi Ki Nazar Na Lage
Mere Ghar Dwar Ko Sukh Ke Sansar Ko
Mere Malik Kisi Ki Nazar Na Lage
Mere Ghar Dwar Ko

Chun Ke Tinke Banaya Hain Jo Aasiya
Chun Ke Tinke Banaya Hain Jo Aasiya
Na Bikhere Ise Waqt Ki Aandhiya
Na Bikhere Ise Waqt Ki Aandhiya
Mere Guljar Ko Sukh Ke Sansar Ko
Mere Data Kisi Ki Nazar Na Lage
Mere Ghar Dwar Ko Sukh Ke Sansar Ko
Mere Malik Kisi Ki Nazar Na Lage
Mere Ghar Dwar Ko.

Share your thoughts

Sharmila tagore, Lyrics shashi kapoor, Shashi kapoor, Sharmila tagore songs, Sharmila tagore movies, Best of shashi kapoor movies, Shashi kapoor songs, Hits of anand milind, Anand milind, Aadesh shrivastava, Alka yagnik romantic songs, Best of alka yagnik, Alka yagnik, Mere ghar dwaar ko sukh, Milind gunaji, Shashikala, Humpty sharma ki dulhania, Hand sanitizer, Bani re meri bitiya, Rab se sajan se jhuth nahi bolna love romantic song, Karan shah, Manwa laage