Mere Dil Se Aa Ke Lipat Gayee Song Lyrics from the movie/album Neela Aakash released in the year 2015 starring Dharmendra, Mala Sinha. The song Mere Dil Se Aa Ke Lipat Gayee was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Rajendra Bhatia. The music was given by Madan Mohan Kohli. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mere Dil Se Aa Ke Lipat Gayee Lyrics

Mere Dil Se Aa Ke Lipat Gayee
Yeh Haseen Nigaah Kabhi Kabhi
Mere Dil Se Aa Ke Lipat Gayee
Aji Haan Nazar Ne Kiyaa To Hai
Yeh Haseen Gunaah Kabhi Kabhi
Mere Dil Se Aa Ke Lipat Gayee

Yeh Nazar Ki Bijliyaan Toot Ke
Kahin Le Gayeen Hamen Loot Ke
Yeh Nazar Ki Bijliyaan Toot Ke
Kahin Le Gayeen Hamen Loot Ke
Karen Kyaa Ke Apni Khushi Se Bhi
Huye Ham Tabaah Kabhi Kabhi
Aji Haan Nazar Ne Kiyaa To Hai
Yeh Haseen Gunaah Kabhi Kabhi
Mere Dil Se Aa Ke Lipat Gayee

Tu Hai Saamne To Qaraar Hai
Teri Berukhi Se Bhi Pyaar Hai
Tu Hai Saamne To Qaraar Hai
Teri Berukhi Se Bhi Pyaar Hai
Jab Bhi Roothh Roothh Ke Rok Lee
Teri Ham Ne Raah Kabhi Kabhi
Mere Dil Se Aa Ke Lipat Gayee

Tujhe Dekh Loon Main Qareeb Se
Tujhe Maang Loon Main Naseeb Se
Tujhe Dekh Loon Main Qareeb Se
Tujhe Maang Loon Main Naseeb Se
Teri Shokh Zulf Ke Saaye Mein
Jo Mile Panaah Kabhi Kabhi
Aji Haan Nazar Ne Kiyaa To Hai
Yeh Haseen Gunaah Kabhi Kabhi
Mere Dil Se Aa Ke Lipat Gayee
Yeh Haseen Nigaah Kabhi Kabhi
Mere Dil Se Aa Ke Lipat Gayee.

Share your thoughts

Tere kooche mein tera deewana mohammad rafi heer raanjha madan mohan kaifi azmi, Main hoon chori malan ki, Palat meri jaan tere qurban aan milo sajna, Palat meri jaan tere qurban, Jay benedict bullet prakash, Mohammad rafi, Asha bhosle hit songs, Meena kumari, Mohammad irfan, Rajasthani fagan, Kanha, Bhosle, Laila majnu, Satyam shivam sundaram shashi kapoor & zeenat aman, Talat, Geeta bali, Asha parekh rajesh khanna songs, Yeh deewane ki zidd hai apne deewane ki khatir aha