Mere Chhailla Bhanwar Angoori Piye Song Lyrics from the movie/album Do Chehere released in the year 2016 starring Dharmendra, Prem Nath. The song Mere Chhailla Bhanwar Angoori Piye was sung by Usha Mangeshkar. This movie/album was directed by Kewal Misra. The music was given by Master Sonik, Om Prakash Sonik. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mere Chhailla Bhanwar Angoori Piye Lyrics

Mere Chhailla Bhanwar Angoori Piye
Mere Chhailla Bhanwar Angoori Piye
Hey Na Koi Nazar Lagana
Tan Mann Yauvan Inko Arpan Main Inki Nazro
Mere Chhailla Bhanwar Angoori Piye
Re Mere Chhailla Bhanwar

Jo Mere Hi Mad Mast Jawaani
Khan Khan Khanke Kangana
Ho Khan Khan Khanke Kangana
Teri Deewani Banke Sajani
Oye Teri Deewani Banke Sajani
Re Naachu Main Tere Angana
Oye Hoy Naachu Main Tere Angana
Roop Hai Rang Hai Yaar Ka Sang Hai
Mausam Hai Mastana
Ho Mere Chhailla Bhanwar Angoori Piye
Re Mere Chhailla Bhanwar

Chanchal Baalak Saadhu Banke
Yun Na Piya Machal Re
Oo Yun Na Piya Machal Re
Baat Ye Apni Ban Jaayegi
Baat Ye Apni Ban Jaayegi
Aaj Nahin To Kal Re
Oye Hoy Aaj Nahin To Kal Re
Ek Din Toh Rang Laayega Ye
Apna Ye Milna Milaana
Ho Mere Chhailla Bhanwar Angoori Piye
Re Mere Chhailla Bhanwar

Ek Thaa Bair Aur Hum Dono Ne
Aadha Aadha Baata
Aadha Aadha Baata
Dhire Dhire Nikal Jaayega
Dhire Dhire Nikal Jaayega Re
Apne Beech Ka Kaanta
Oye Hoy Apne Beech Ka Kaanta
Tham Tham Dhundho Aaj Akele
Jal Jal Jaaye Zamana
Ho Mere Chhailla Bhanwar Angoori Piye
Re Mere Chhailla Bhanwar.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
No Keywords