Mere Bas Me Agar Kuch Hota To
Aasu Teri Aakho Me Aane Na Deta
Mere Bas Me Agar Kuch Hota To
Aasu Teri Aakho Me Aane Na Deta
Sara Dard Akele Sah Leta
Tujhe Mai Gum Koi Uthane Na Deta
Tu Hal Mera Na Jane
Mai Hal Tera Na Janu
Kaisi Hai Ye Najburi
Mai Tum Tak Aau Kaise
Lagta Hai Ab To Aise Yug Yug Ki Hai Duri
Mai Hu Bebas Warna Kisi Ko
Judai Ke Ye Kate Bichhane Na Deta
Mere Bas Me Agar Kuch Hota To
Aasu Teri Aakho Me Aane Na Deta
Hone Do Jo Hai Hona
Hai Pyar Hamara Sona
Tuta Kaach Nahi Hai
Ye Yad Rahe Eye Humdum
Ek Roz Milenge Hum Tum
Saach Ko Aach Nahi
Mujhe Ye Viswas Hota
To Dur Tujhe Najro Se Jane Na Deta
Mere Bas Me Agar Kuch Hota To
Aasu Teri Aakho Me Aane Na Deta
Sara Dard Akele Sah Leta
Tujhe Mai Gum Koi Uthane Na Deta
Mere Bas Me Agar Kuch Hota To Aansu Teri Aankho Me Aane Na Deta Song Lyrics from the movie/album Saanch Ko Aanch Nahin released in the year 2018 starring Arun Govil, Madhu Kapoor. The song Mere Bas Me Agar Kuch Hota To Aansu Teri Aankho Me Aane Na Deta was sung by Shailendra Singh. This movie/album was directed by Satyen Bose. The music was given by Ram Laxman. The lyrics were Penned by Kulwant Jani
Share your thoughts