Mere Bapu Se Ye Kahna Tumhra Desh Rota Hai
Tumhari Kalpanao Ka Yaha Par Khun Hota Hai
Mere Bapu Se Ye Kahna
Watan Ki Tumne Phulwari Ko Sicha Khun Se Apne
Tumhari Kalapanao Ke Adhure Hai Abhi Sapne
Adhure Hai Abhi Sapne
Tumhare Kal Ke Satyug Ka Nahi Abhash Hota Hai
Mere Bapu Se Ye Kahna
Niyat Insan Ki Badli Badhi Irshya Se Barbadi
Sisak Kar Ro Rahi Dekho Ahinsa Or Abadi
Ahinsa Or Abadi
Aniti Naachti Hai Desh Ka Adarsh Khota Hai
Mere Bapu Se Ye Kahna
Pahan Kar Wastar Ukhabi Ke
Bane Bahrupiye Neta
Ahinsa Na Milti To Yaha Har Aasra Leta
Yaha Har Aasra Leta
Tumhare Nam Ka Bapu Yaha Vyopar Hota Hai
Mere Bapu Se Ye Kahna Tumhra Desh Rota Hai
Mere Bapu Se Ye Kehna Ki Tumhara Desh Rota Hai Tumhari Kalpanao Ka Yaha Par Julam Hota Hai Song Lyrics from the movie/album Matlabi Duniya released in the year 2018 starring Anant Kumar, Asha. The song Mere Bapu Se Ye Kehna Ki Tumhara Desh Rota Hai Tumhari Kalpanao Ka Yaha Par Julam Hota Hai was sung by Talat Mahmood. This movie/album was directed by M Thakur, Radhakant. The music was given by Sushant Bannerjee, Jayanti Joshi, Bharat Mehta, Varma. The lyrics were Penned by Ramesh Gupta
Share your thoughts