Mera Peshha Kharab Hai Lyrics | Bhediyon Ka Samooh | Anupama Deshpande | Trina Chakraborty

Mera Peshha Kharab Hai Lyrics | Bhediyon Ka Samooh | Anupama Deshpande | Trina Chakraborty

Sari baato ka sari baato ka sari baato ka
Sari baato ka sari baato ka yahi jawab hai
Main nahi kharab main nahi kharab
Mera pesha kharab hai
Main nahi kharab mera pesha kharab hai
Sari baato ka yahi jawab hai
Main nahi kharab main nahi kharab
Mera pesha kharab hai
Main nahi kharab mera pesha kharab hai
Sari baato ka yahi jawab hai

Tawaif hu main aur badi bewafa hu
Tawaif hu main aur badi bewafa hu
Tumse nahi saiya khud se khafa hu mai
Tumse nahi saiya khud se khafa hu mai
Hu besharam fir bhi
Hu besharam fir bhi aankho me hi jaam hai
Main nahi kharab main nahi kharab
Mera pesha kharab hai
Main nahi kharab mera pesha kharab hai
Sari baato ka yahi jawab hai

Aate hai sab yaha dil behlane
Aate hai sab yaha dil behlane
Kiski hakikat kon pehchane
Kiski hakikat kon pehchane
Mera husn hi dekho
Mera husn hi dekho mujhpe majak hai
Main nahi kharab main nahi kharab
Mera pesha kharab hai
Main nahi kharab mera pesha kharab hai
Sari bato ka yahi jawab hai
Main nahi kharab main nahi kharab
Mera pesha kharab hai
Main nahi kharab mera pesha kharab hai
Sari baato ka yahi jawab hai
Main nahi kharab main nahi kharab
Mera pesha kharab hai
Main nahi kharab mera pesha kharab hai
Sari baato ka yahi jawab hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *