Mera Padhne Mein Nahin Song Lyrics from the movie/album Kora Kagaz released in the year 2016 starring Vijay Anand, Jaya Bachchan. The song Mera Padhne Mein Nahin was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Sanjay Mukharji. The music was given by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. The lyrics were Penned by M. G. Hashmat. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mera Padhne Mein Nahin Lyrics

Mera Padhne Main Nahin Laage Dil Kyun
Mera Padhne Main Nahin Laage Dil
Dil Pe Kya Pad Gayi Mushkil
Hmm
Arrey Raat Bhi Sooni Sooni Laagey
Aur Din Bhi Soona Soona Laagey
Koyi Yeh To Bataa De
Mujhe Wo To Nahin Ho Gayaa
Mujhe Wo To Nahin Ho Gayaa
Mera Padhne Main Nahin Laage Dil
Ho O O O O O

Baithe Baithe Man Muskaaye
Baithe Baithe Man Muskaaye
Main Na Jaanoon Wo Kyun Yaad Aaye
Main Na Jaanoon Wo Kyun Yaad Aaye
Kis Se Baatein Karti Hoon Main
Arrey Kis Se Baatein Karti Hoon Main
Chhupke Chhupke Hansti Hoon
Koyi Yeh To Bataa De
Mujhe Wo To Nahin Ho Gayaa
Mujhe Wo To Nahin Ho Gayaa
Mera Padhne Mein Nahin Laage Dil
Ho O O O O O

Oo Dil Mein Kya Hai Likh Nahin Paaun
Dil Mein Kya Hai Likh Nahin Paaun
Khat Likhoon To Ussey Kaise Pahunchaaun
Khat Likhoon To Ussey Kaise Pahunchaaun
Paas Bhi Us Ke Jaa Na Sakoon Main
Arrey Paas Bhi Us Ke Jaa Na Sakoon Main
Door Us Se Reh Na Sakoon
Koyi Yeh To Bataa De
Mujhe Wo To Nahin Ho Gayaa
Mujhe Wo To Nahin Ho Gayaa
Mera Padhne Main Nahin Laage Dil
Hmm
Mera Padhne Main Nahin Laage Dil
Dil Pe Kya Pad Gayi Mushkil
Hmm
Arrey Raat Bhi Sooni Sooni Laagey
Aur Din Bhi Soona Soona Laagey
Koyi Yeh To Bataa De
Mujhe Wo To Nahin Ho Gayaa
Mujhe Wo To Nahin Ho Gayaa
Mera Padhne Main Nahin Laage Dil
Kyun.

Share your thoughts

Kalyanji anandji hit songs, Kalyanji anandji hits, Hits of kalyanji – anandji, Kalyanji anandji, Kalyanji – anandji, Kalyanji, Anandji, Mangeshkar, Bachchan, Kagaz, Anand, Vijay, Bhattacharya, Chandrakant, Movie karwa channel, Gori teri jawani pe, Randhawa, Kalakar hit songs, Kalakaar hit songs, Kalakaar movie songs, Hits of sridevi hindi songs, Gadkar, Darshan, Jayshri, Language, Yaadgaar, Yaadgaar movie, Sridevi hindi hits, Kishore kumar hits