Mera Jala Raat Bhar Diya Song Lyrics from the movie/album Chamak Chandni released in the year 2015 starring Maruti, Helen. The song Mera Jala Raat Bhar Diya was sung by Sudha Malhotra. The music was given by Sardar Malik. The lyrics were Penned by Qamar Jalalabadi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mera Jala Raat Bhar Diya Lyrics

Mera Jala Raat Bhar Diya
Na Aaye Piya
O Duniya Ye Kya Kiya
Mera Jala Raat Bhar Diya
Na Aaye Piya
O Duniya Ye Kya Kiya
Mera Jala Raat Bhar Diya

Raat Kisi Ki Ro Ke Bite
Raat Kisi Ki Ro Ke Bite
Mujh Birhan Ki Raat Ye Kaisi
Ro Ke Bite Na Do Ke Bite
Do Ke Bite Na Ro Ke Bite
Mujhe Piya Se Na Milne Diya
Todd Diya Jiya
O Duniya Ye Kya Kiya
Mera Jala Raat Bhar Diya
Na Aaye Piya
O Duniya Ye Kya Kiya
Mera Jala Raat Bhar Diya

Neel Gagan Pe Jitne Tare
Utne Dil Mein Dukh Hamare
Maut Ke Din Bhulu Kaise
Jo Preetam Ke Sang Gujare
Jo Preetam Ke Sang Gujare
Ha Jala Raat Bhar Diya
Jala Yaha Diya
O Duniya Ye Kya Kiya
Mera Jala Raat Bhar Diya
Na Aaye Piya
O Duniya Ye Kya Kiya
Mera Jala Raat Bhar Diya
O Duniya Ye Kya Kiya
Mera Jala Raat Bhar Diya.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Sudha malhotra, Chamak chandni, Chandni, Malhotra, Malik, Sardar, Saacha hai darbar mata rani ka, Bheruji thare sharne aaya ho bhagwat suthar, Bheruji thare sharne aaya bhagwat suthar, Road accident |, Rehmat da darya elahi kalam, Maalik tere jahaan men, Maiya mein nihal ho gaya, Yeh chaman hamara apna hai, Kalam rehmat da darya elahi, Chamak, Radha rani bhajan, Dahi handi song marathi, Bheruji thare sharne aaya, Kalam mian muhammad bakhsh in great voice