Sohniye Jaaniye Sohniye Heeriye
Mera Jadu Zabardast Mera Jalwa Zabardast
Meri Aankhein Zabardast Ye Jawani Zabardast
Jadu Tera Zabardast Jalwa Tera Zabardast
Aankhein Teri Zabardast Jawani Teri Zabardast
Haan Ek Nazar Tu Daale Jispe Jal Jaaye Wo
Pathar Bhi Tu Chu Le To Pighal Jaaye Wo
Haan Ek Nazar Tu Daale Jispe Jal Jaaye Wo
Pathar Bhi Tu Chu Le To Pighal Jaaye Wo
Sohniye Jaaniye Sohniye Heeriye
Mera Jadu Zabardast Mera Jalwa Zabardast
Meri Aankhein Zabardast Ye Jawani Zabardast
Dil Karta Hai Wo Kar Jaaun Jo Dil Karta Hai
Ye Dil Teri Har Haseen Adaa Pe Yun Marta Hai
Jo Aaj Talak Na Kiya Ho Tere Naam Wo Kar Dun
Ye Dil Deewana Har Dum Tera Dum Barta Hai
Ae Dil Nasheen Tune Pagal Kar Diya
Sohniye Jaaniye Sohniye Heeriye
Zabardast Zabardast Zabardast Zabardast
Mujhme Hai Wo Tufa Jisme Kho Jaayega Tu
Aayega Mere Paas Dhua Ho Jaayega Tu
Khwabon Mein Aati Hun Par Tere Haath Na Aau
Aayi Bhi Jo Teri Duniya Me To Jaayega Tu
Iss Dilnasheen Ne Tujhe Pagal Kar Diya
Sohniye Jaaniye Sohniye Heeriye
Jadu Tera Zabardast Jalwa Tera Zabardast
Aankhein Teri Zabardast Jawani Teri Zabardast
Haan Ek Nazar Tu Daale Jispe Jal Jaaye Wo
Pathar Bhi Tu Chu Le To Pighal Jaaye Wo
Sohniye Jaaniye Sohniye Heeriye
Mera Jadoo Zabardast Song Lyrics from the movie/album Prem Kaa Game released in the year 2018 starring Arbaaz Khan, Tara Sharma. The song Mera Jadoo Zabardast was sung by Sonu Nigam, Vishal Dadlani, Sunidhi Chauhan. This movie/album was directed by Ashok Kheny. The music was given by Raju Singh. The lyrics were Penned by Kiran Kotrial
Share your thoughts