Mera Husn Chamakta Song Lyrics from the movie/album Lal Nishan released in the year 2015 starring Daljeet, Radhika. The song Mera Husn Chamakta was sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. The music was given by Shiv Dayal Batish. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mera Husn Chamakta Lyrics

Mera Husn Chamakta Sona
Ho Mera Dil Anmol Khilona
Bholi Bhali Umar Mori Bali
Lage Dar Choro Se O Bachke
Lage Dar Choro Se

Mera Ishq Hai Daulat Asli
Ho Gori Mal Nahi Hai Nakli
Yeh Sauda Humi Se Hoga
Na Hoga Auro Se
Na Hoga Auro Se

Hat Chhod Kalai Mundiya
Ho Kuch Laaz Sharam Kar Gundiya
Dil Chori Kare Zora Zori
Lade Kamzoro Se
Lade Kamzoro Se
Mujhe Kar De Sharabi Kudiye
Ghul Mil Ja Nashe Di Yeh Kudiye
Kya Kehna Tere Yeh Naina
Hai Gol Katoro Se
Hai Gol Katoro Se

Ho Main Jaan Gayi Teri Marzi
Ho Manjur Nahi Hai Teri Arzi
Deke Jhanse Mujhe Tu Fanse
Nazar Ki Doro Se
Nazar Ki Doro Se
Tera Rup Lutera Daku
Tere Ishq Mein Chal Jaaye Chaku
Adne De Nazar Ladne De
Ho Zoro Shoro Se
Ho Zoro Shoro Se

Mat Chhed Aawara Ladke
Ho Tujhe Le Jaye Pulis Pakad Ke
Ghabraye Mera Dil Haye
Gali Ke Choro Se
Gali Ke Choro Se
Sun Baat Gali Ki Ladki
Ho Teri Preet Hai Dil Mein Dhadki
Dil Ko Mere Bha Gaye Tere
Yeh Nakhre Moro Se
Lage Dar Choro Se
Yeh Nakhre Moro Se
Lage Dar Choro Se.

Share your thoughts

No Keywords