Mera Dil Tera Deewana Song Lyrics from the movie/album Aa Ab Laut Chalen. The song Mera Dil Tera Deewana was sung by Mahalaxmi Iyer, Udit Narayan. The music was given by Nadeem-Shravan. The lyrics were Penned by Sameer

Mera Dil Tera Deewana Lyrics

Mera Dil Tera Deewana Mai To Tujhpe Marti Hoo – 2
Sari Duniya Se Kah Doongi Sari Duniya Se Kah Doongi
Tujhse Pyar Mai Karti Hun
Mera Dil Tera Deewana Mai To Tujhpe Marti Hoo – 2

Akela Tu Hai Akeli Mai Hoo
Akelepanse Jiya Darta Hai Hai
Chupata Kyun Hai Bata De Dilbar
Husn Pe Mere Tu Bhi Marta Hai
Madhoshi Chayi Hai Dil Pe Ab To Bilkool Hosh Nahin
Isme Hai Teri Bhi Khatayen Mera Hi Sab Dosh Nahin
Ab To Bas Mei Sham Savere Teri Aahen Bharti Hoo
Mera Dil Tera Deewana Mai To Tujhpe Marti Hoo – 2

Kawari Mai Hoo Kawara Tu Hai
Rahenge Kab Tak Kawaren Socho Ha
Sulgate Dil Me Bujhe Jaate Hai
Yeh Jalte Armaan Hamare Socho
Teri Nazar Ka Teer Sanam Mere Jigar Se Paar Hua
Betabi Ke Is Aalam Me Ab Jeena Dushwar Hua
Tere Labon Ko Chum Lu Aaja Logonse Kya Darti Hoo
Mera Dil Tera Deewana Mai To Tujhpe Marti Hoo – 2
Sari Duniya Se Kah Doongi Sari Duniya Se Kah Doongi – 2
Tujhse Pyar Mai Karti Hoo
Mera Dil Tera Deewana Mai To Tujhpe Marti Hoo – 2

Share your thoughts

Mera dil tera deewana, Mera dil tera deewana song, Mera dil tera deewana with lyrics, Mera dil tera deewana aa ab laut chale, Main tera deewana tu meri deewani jhankar song, Aa ab laut chalen, Song: mera dil tera deewana movie: aa ab laut chalen singer(s): mahalaxmi iyer, Udit narayan, Mera dil tera deewana karan, Mera dil tera deewana | aa ab laut chalen | aishwarya rai bachchan & akshaye khanna | alka yagnik, Yeh mera dil pyar ka deewana remix