Mehfil Me Paimana Jo Laga Song Lyrics from the movie/album Chunauti released in the year 2018 starring Feroz Khan, Neetu Singh. The song Mehfil Me Paimana Jo Laga was sung by Suman Kalyanpur, Kishore Kumar. This movie/album was directed by Satpal. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Verma Malik

Mehfil Me Paimana Jo Laga Lyrics

Mere Mahbub Mehfil Me Jo Sare Aam Aa Gaye
Turahi Jhuk Gayi Paimano Ke Salam Aa Gaye
Aur Phir Mehfil Me Paimana Jo Laga Jhumne
To Jhumta Hi Jhumta Chala Gaya
Mehfil Me Paimana Jo Laga Jhumne
To Jhumta Hi Jhumta Chala Gaya
Sakhi Ke Gore Hath Laga Chumne Chumne Chumne
To Chumata Hi Chumata Chala Gaya
Mehfil Me Paimana Jo Laga Jhumne
To Jhumta Hi Jhumta Chala Gaya

Lagta Hai Sadgi Me Bhi Hansi Hansi
Hota Hai Bat Bat Pe Yakin Yakin
Lagta Hai Sadgi Me Bhi Hansi Hansi
Hota Hai Bat Bat Pe Yaki Yaki
To Hum Khayal Humsafar To Hum Nashi
Mere Mahbub Sa Koi Nahi Koi Nahi Koi Nahi

Mere Mahbub Ko Jo Bhi Laga Dekhne
To Dekhta Hi Dekhta Chala Gaya
Mere Mahbub Ko Jo Bhi Laga Dekhne
To Dekhta Hi Dekhta Chala Gaya
Mehfil Me Paimana Jo Laga Jhumne
To Jhumta Hi Jhumta Chala Gaya

Niyat Kya Hai Teri Khub Janti Hu
Irade Ko Tere Sanam Mai Pehchanti Hu
Niyat Kya Hai Teri Khub Janti Hu
Irade Ko Tere Sanam Mai Pehchanti Hu
Matlab Teri Nazar Ka Janti Hu
Phir Bhi Mai Isko Manti Hu Manti Hu

Bato Se Teri Dil Jo Laga Sochne
To Sochta Hi Sochta Chala Gaya
Bato Se Teri Dil Jo Laga Sochne
To Sochta Hi Sochta Chala Gaya
Mehfil Me Paimana Jo Laga Jhumne
To Jhumta Hi Jhumta Chala Gaya

Wo Nazar Baz Ka Dil Ada Aur Naz Ka Dil
Wo Beniyaz Ka Dil Ki Har Andaz Ka Dil
Meri Umang Me Har Dang Me
Har Bhang Me Har Rang Me O Ho
Ghataye Janti Hai Hawaye Janti Hai
Nigahe Janti Hai Ye Bahe Janti Hai

Aankho Me Shararat Hai Shararat Me Nazakat Hai
Nazakat Me Adawat Hai Adawat Me Mohabbat Hai
Ye Behisab Aankhe Ye Nim Khwab Aankhe
Ye Purshbab Aankhe Ye Benakab Aankhe

Idhar Udhar Yaha Waha Mera Sanam Gaya Jaha
Aankho Me Mai Jo Uski Laga Dubne
To Dubta Hi Dubta Chala Gaya
Aankho Me Mai Jo Uski Laga Dubne
To Dubta Hi Dubta Chala Gaya
Sakhi Ke Gore Hath Laga Chumne Chumne Chumne
To Chumata Hi Chumata Chala Gaya
Mehfil Me Paimana Jo Laga Jhumne
To Jhumta Hi Jhumta Chala Gaya
To Jhumta Hi Jhumta Chala Gaya

Share your thoughts

Kishore kumar hit songs, Mehfil mein paimana jo laga jhumne kishore kumar, Kishore kumar song, Kishore kumar romantic songs, Mehfil mein paimana jo laga jhumne, Mehfil mein paimana jo laga jhumne lyrics, Kishore kumar, Mehfil main paimana jo laga jhumne -chunauti, Mehfil main paimana jo laga jhumne -chunaut, Kishore kumar interesting facts, Interesting facts about kishore kumar, Mach gaya shor kishore kumar, Suman kalyanpur songs, Laxmikant pyarelal