O Mahbub Se Mahbuba Mil Gayi
Ae Mahbub Se Mahbuba Mil Gayi
Bahke Kadam Dil Me Jagi Halchal Kya Nayi
Jiska Dar Tha Vahi Baat Ho Gayi Ha Vahi Ha Vahi Baat Ho Gayi
Mahbub Se Mahbuba Mil Gayi
Bahke Kadam Dil Me Jagi Halchal Kya Nayi
Jiska Dar Tha Vahi Baat Ho Gayi Ha Vahi Ha Vahi Baat Ho Gayi
Ha Vahi Ha Vahi Baat Ho Gayi
Sath Milke Jab Hum Chalne Lage Kaise Kaise Mausam Badalne Lage
Sine Me Lagi Aag Jalne Lagi Mai To Samaa Dil Ki Pigalne Lagi
Julf Yu Udi Ghata Chha Gayi Pyase Man Pe Barsat Ho Gayi
Jiska Dar Tha Vahi Baat Ho Gayi O Mahbub Se Mahbuba Mil Gayi
Bahke Kadam Dil Me Jagi Halchal Kya Nayi
Jiska Dar Tha Vahi Baat Ho Gayi Ha Vahi Ha Vahi Baat Ho Gayi
Ha Vahi Ha Vahi Baat Ho Gayi
Basuri Hawa Bajane Lagi Koi Ansuni Dhun Sunane Lagi
Sanso Me Jagi Jankar Kya Jane Kaisi Madhosi Chane Lagi
Kya Hua Kya Pata Kya Hua Pyasi Lagan Sahil Se Mil Gayi
Behke Kadam Dil Me Jagi Halchal Kya Nayi
Aaj Khul Ke Mulakat Ho Gayi
Jiska Dar Tha Wahi Baat Ho Gayi Ha Vahi Vahi Baat Ho Gayi
Pyar Me Do Dil Aise Mile Aise Mile Sab Se Juda Ho Gaye
Khawabo Me Tere Kahi Kho Gayi Aankhe Jagi Jagi Thi Mai Kho Gayi
Vakt Ko Jaise Par Lag Gaye Kab Dala Din Kab Raat Ho Gayi
Jiska Dar Tha Vahi Baat Ho Gayi
Mahbub Se Mahbuba Mil Gayi
Bahke Kadam Dil Me Jagi Halchal Kya Nayi
Jiska Dar Tha Vahi Baat Ho Gayi Ha Vahi Ha Vahi Baat Ho Gayi
Jiska Dar Tha Vahi Baat Ho Gayi Ha Vahi Ha Vahi Baat Ho Gayi
Mehboob Se Mehbooba Mil Gayi Song Lyrics from the movie/album Asha Jyoti released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Rekha. The song Mehboob Se Mehbooba Mil Gayi was sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. This movie/album was directed by Dasari Narayana Rao, Ravi. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anjaan
Share your thoughts