Megh Tuhi Nahi Jal Barsaye
Mere Bhi Man Par Badal Chaye
Garaj Garaj Tu Bole Mai Gumsum Rahu
Megh Tuhi Nahi Jal Barsaye
Mere Bhi Man Par Badal Chaye
Garaj Garaj Tu Bole Mai Gumsum Rahu
Tujhko Mila Sagar Se Neer Mujhko Mili Sajan Se Pid
Tujhko Mila Sagar Se Neer Mujhko Mili Sajan Se Pid
Tu Duniya Se Kahta Fire Haskar Sah Lu Mai Har Pid
Tu Duniya Se Kahta Fire Haskar Sah Lu Mai Har Pid
Bhed Tu Apne Kohle Mai Gahri Bahu
Megh Tuhi Nahi Jal Barsaye
Mere Bhi Man Par Badal Chaye
Garaj Garaj Tu Bole Mai Gumsum Rahu
Mera Rona Khun Aaye Tera Rona Sawan Laye
Mera Rona Khun Aaye Tera Rona Sawan Laye
Isiliye Aasu Piti Hu Mai Jag Roto Ki Hasi Udaye
Isiliye Aasu Piti Hu Mai Jag Roto Ki Hasi Udaye
Mere Bhi Man Me Hai Shole Mai Ka Se Kahu
Megh Tuhi Nahi Jal Barsaye
Mere Bhi Man Par Badal Chaye
Garaj Garaj Tu Bole Mai Gumsum Rahu
Mai Gumsum Rahu Ho Mai Gumsum Rahu
Megh Tu Hi Nahi Jal Barsaye Song Lyrics from the movie/album Zakhmon Ke Nishan released in the year 2018 starring Vinod Mehra, Tamanna. The song Megh Tu Hi Nahi Jal Barsaye was sung by Hemlata. This movie/album was directed by Diljeet Bugee. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain
Share your thoughts