Megh Tu Hi Nahi Jal Barsaye Song Lyrics from the movie/album Zakhmon Ke Nishan released in the year 2015 starring Vinod Mehra, Tamanna. The song Megh Tu Hi Nahi Jal Barsaye was sung by Hemlata (Lata Bhatt). This movie/album was directed by Diljeet Bassi. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain. The music rights for song purely belongs to Saregama

Megh Tu Hi Nahi Jal Barsaye Lyrics

Megh Tuhi Nahi Jal Barsate
Mere Bhi Man Par Badal Chaye
Garaj Garaj Tu Bole
Mai Gumsum Rahu
Megh Tuhi Nahi Jal Barsate
Mere Bhi Man Par Badal Chaye
Garaj Garaj Tu Bole
Mai Gumsum Rahu

Tujhko Mila Sagar Se Neer
Mujhko Mili Sajan Se Peed
Tujhko Mila Sagar Se Neer
Mujhko Mili Sajan Se Peed
Tu Dunia Se Kahta Fire
Haskar Sah Lu Mai Har Peed
Tu Dunia Se Kahta Fire
Haskar Sah Lu Mai Har Peed
Bhed Tu Apne Kahlu
Mai Gahri Bahu
Megh Tuhi Nahi Jal Barsate
Mere Bhi Man Par Badal Chaye
Garaj Garaj Tu Bole
Mai Gumsum Rahu

Mera Rona Khun Aaye
Tera Rona Sawan Laye
Mera Rona Khun Aaye
Tera Rona Sawan Laye
Isiliye Aasu Piti Hu Mai
Jag Roto Ki Hasi Udaye
Isiliye Aasu Piti Hu Mai
Jag Roto Ki Hasi Udaye
Mere Bhi Man Me Hai
Shole Mai Ka Se Kahu
Megh Tuhi Nahi Jal Barsate
Mere Bhi Man Par Badal Chaye
Garaj Garaj Tu Bole
Mai Gumsum Rahu
Mai Gumsum Rahu
Mai Gumsum Rahu.

Share your thoughts

Hemlata, Ravindra jain, Zakhmon, Nishan, Ravindra, Vinod mehra, Music ravindra jain, Vinod, Nahin, Singer hemlata, O majhi chal o majhi chal, Mehra, Barsaye, Manna, Anand bakshi songs, Usha khanna, Director dasari narayan rao, Dharmendra asha parekh songs, Dharmendra hit songs, Mohammad rafi hit songs, Learn hindi through song, Hemalatha, Chandrani, Yeh kaisa insaaf, Rajshri productions, Asha parekh hit songs, Patakha, Hem lata, Narayana