Maze Le Lo, Maze Le Lo Lyrics | Bandhan Anjana | Shabbir Kumar, Chandrani Mukherjee, Abhijeet | Bappi Lahiri

Maze Le Lo, Maze Le Lo Lyrics | Bandhan Anjana | Shabbir Kumar, Chandrani Mukherjee, Abhijeet | Bappi Lahiri

Maze le lo
Maze le lo maze le lo
Maze le lo
Maze le lo maze le lo
Jo hona hai wahi hoga
Hai kya hona ye mat socho
Maze le lo
Maze le lo maze le lo
Maze le lo
Maze le lo maze le lo

Kuchh bhi samajhe
Samjha ke haari
Paale pada hai sajna anaari
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewana deewana
Mujhko mili hai kya dil ki rani
Aadhi sayani aadhi deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Maze le lo
Maze le lo maze le lo
Jo hona hai wahi hoga
Hai kya hona ye mat socho

Kaisa sabak tune dil ko padhaya hai
Kis hoshiyaari se dil mein samaya hai
Ye saara chakkar to tune chalaya hai
Iljam jhutha kyun mujhpe lagaya hai
Banta hai kitna sayana kaisa kare bahaana
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewani deewani
Deewani deewani
Maze le lo
Maze le lo maze le lo
Jo hona hai wahi hoga
Hai kya hona ye mat socho

Tujhse hasi koi baaho me aaye to
Aaye gale milke dilko churaye to
Teri kasam uski main jaan le lungi
Sautan meri banke koi dikhaye to
Ye julm naa karna rani
Yaari to hai nibhani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewana deewana
Deewana deewana
Maze le lo
Maze le lo maze le lo
Jo hona hai wahi hoga
Hai kya hona ye mat socho

Do din ki hasti me
Ek pal ki masti hai
Jiske liye saari duniya tarasti hai
Hey milke deewane to jisko basate hai
Ye dil ki basti to mushkil se basti hai
Sapno ka wo ghar suhana humko bhi hai basana
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewani deewani
Deewani deewani
Kuchh bhi samajhe
Samjha ke haari
Paale pada hai sajna anaari
Deewana deewana
Deewana deewana
Deewani deewani
Deewani deewani
Mujhko mili hai kya dil ki rani
Aadhi sayani aadhi deewani
Deewani deewani
Deewani deewani
Deewana deewana
Deewana deewana
Maze le lo
Maze le lo maze le lo
Jo hona hai wahi hoga
Hai kya hona ye mat socho
Maze le lo
Maze le lo maze le lo

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *